A loss can open the door to make 10x profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    jee janba isa nhai hey key apa ko loss ho jat ahey tho aak o aik achi earning point miley gi yaani apa ko is kaam ey or bi soch ni hogi key aisa nahi ho key or loss ho jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Forex trading aik asa kam ha jis main agar ham apney zara se la parwaye karai to hamain is say bohat zayada loss hota a or hamara bananya hoa poray weak ka profit sirf aik hour mainhe zaya ho jata ha .
      • #138 Collapse

        forex mein agar kase koi bhi loss hota hai tu us ko profit k way milta hai kyun k jab hum forex mein trading karta hain aur hum se koi na koi mistake ho jati hai jo humara loss k reason banti hai tu hum us mistake ko theak karta hain aur us se aik lesson leta hain tu hum iss business mein per se earning krna lgta hai.
        • #139 Collapse

          g bilkul.insan ko apni galtiyon se kuch na kuch seekhna chahiye..is liye forex trading mein loss or profit sath sath h hn...agr loss hota he to to us se ham is kam ko chor ni skty bulky ham or koshish krty hn ap mistake to khtm krny ki
          • #140 Collapse

            insan gir ker hi sambhalta hai... or wo log jin ko loss hota hai.. unhe bilkul be himmat nahi harni chahiya hai balke unhe sochna chahiya hai k un se kaha galti hui hai.. kia unho ne full training k bad hi trading ki hai.. or us k bad unhe dobara kosish zarur kerni chahiya....
            • #141 Collapse

              ha kai baar ye bhi possible hota hai ki aap loss kart hai to apko use hi bahut hi badiya profit karne ka rasta milta hai aur aapko earning pahale se 10 huna badh jata hai par forex me aapko loss hota hai to aapko usse bhi bahut hi jyada learningkarna hoga ki aapk loss hota hai to hi aapko loss se bhi success milta hai
              • #142 Collapse

                mai samjta hu humay forex trading jaise business mai ache say he working karni chaiey and is mai humay study b daily basis per karna hoti hai
                • #143 Collapse

                  mere bhai forex mai jb loss hota hai tu uss waqt insan ko aihsa hota hai kai usnai kia ghaltiyan kardi hain..........phr apni ghaltiyon ko sudharnay kai lia maihnat aur ziada karta hai aur aik din uss maqam par pohanch jata hai jahan wooh pohanch na chahta hai is liye apni ghaltiyoo se hamay sekhna chyee hai.
                  • #144 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                    Some times a trader afraid when the trader loss in one trade. I want to say them, a loss trade is not all. There is something to learn from loss trade, a loss trade can open the door to make profit from 10 numbers of trade. We have to learn from the loss trade and have to find out the cause of loss.
                    yes ya baat bilkul theek ha k jab aik loss hotA HA TO INSAAN aglay 10 profits ka saamna karta ha q k loss ki waja sa usay seekhnay ko milta ha or wo aanay walay tammam mushkil marhalon ko asani sa cover kar lata ha yahi waja ha k wo agay profit ki taraf ragib honay lagta ha
                    • #145 Collapse

                      ji bhai ji ap ki baat thek hai k forex main jab ham kam krty hain to is main ye hota hai k ham is main profit kamaty hi ye smjhty hain k ham is main bht hi bary trader ban gay hain laikin phir ye hota hai k hamry confident hony ki wja se ham is main bari trade lga k loss kr lety hain aur phir is main chor dety hain laikin is trha se nhi hona chye
                      • #146 Collapse

                        dekhe sab say bari baat yeh hai k ap ko market ko time dena parta hai . aap ko baar baar trade ko execute karna parta hai aur har waqt market say attach rehna parta hai . profit and loss is the little part of trading . agar aap ke risk reward ratio 2 to 1 hai to aap kaamyab rehte ho .
                        • #147 Collapse

                          Jii main ap ki iss baat se agree kartahun agar hum achy se tarde karain aur trend ko dekh kar karain tu hum zaror profit bana lain gaain. agar 1 bar loss ho jaye to koi bat nhi hai iss loss se ap kuch sikhty hai jo bad main ap ka liye profit lany ma mada kary gi.
                          • #148 Collapse

                            yeah its possible and the other ways you can say that it is not possible now if you are samart enough then it means that it is possible and if are not smart enough then you can't but why not what is impossible in forex that why it depend on the user how he trade .i think you people understand now who read this comments from me .i commented what i think.
                            • #149 Collapse

                              First of all you have to prepared ourselves for forex tread. Forax is very challenging . someone can easily profit for few days but for long time no other way without expert in forex. To be a expert you have to study , demo practice, economical news update and make you own strategy.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g han main apki baat say agree karta ho agr humain kici buusiness main loss hota hay aur agr hum us ghalti ko cover karty hay to humary liay kamyabi k darwazy khual jaty hay aur hum loss say bach sakty hay aur daily acha earn kar sakty hay yeh business boht acha business hay is liay humain sabr say kam karna chaiy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X