Big expectation is main cause of loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    yes dear me ap ki bat se agree hon agar ap ko jo bhi mil rha ha ap shukar kren ni tu agar ap ko bara chaiye tu ap lalach krne lagte hain jis ki waja se ap ko loss ho jata ha aur ap bhot kuchkho dete hain is lye bari expectation na rakhen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Jee bhai main aap se agree hon shuru shuru mai ziyada laalach nahi karna chahiye starting mai hame kam se kam ki earning karni chahiye taake hame loss kam aur profit ziyada ho.......
      • #273 Collapse

        asslamu alaikum dear forex friends forex me main wja sirf loss honay ki ye hi hoti hai k ap k pas knoweldge aur experienece nahi hota hai jis se ap trading nahi kar pate aur loss hota hai market se expect to karna parti hai bhai
        • #274 Collapse

          AOA. g han bhai shb ap na bilkul theak kha ha ma ap ki bat sa agree karta hun humesaha asa hi hota ha hum jitna uncha sachty han utna hi kam khrab hota ha hum asa nhi karna chahea.
          • #275 Collapse

            ye bohat achi baat ki hai ap ne humy ziada expectation nhi lagani chahye kun ke ye bohat hi risky business hai aur hum iss main profit aur losss dono hi kar sakty hain tu humy chahye ka hum ahtiyat se kam karain aur ziada expectaion nhi lagain.
            • #276 Collapse

              yes dear me us bat se agree hn k starting me jo profit ki ziada expection karta hai un ko askar lose hi hota us liye starting me khayal se tradin karni chahe
              • #277 Collapse

                hello dear obviously you are saying right my dear if we will do big expectation so it must be a cause of huge loss so do not do big expectation my dear just do hard work and try to learn it my dear then we can earn some amount of profit my dear. . .
                • #278 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                  Many trader, specially new trader want more and more, even they want more after getting more than 10% profit in a day. Big expectation is the main cause of lost capital. I think that be be a better trader must need to set a standard target , which is not small not so big.
                  g han bhai ap ne bilkul darust kaha k jo log lalach kartay hain or begair sichay samjhay ziada bari deals kr bethtay hain unko phir loss ho jata hai
                  • #279 Collapse

                    yess brother more expectation is the main cause of lost capital.. startin me trader ko apne emotions ko control me rakhna chahiye . earning se ziada trader ko apni learning improve krni chahiye.. jb experience or knowledge ho ga then you can earn moeney according to your expactations.. so practice star rakhein or ziada se ziada knowledge or experience gain krein
                     
                    • #280 Collapse

                      yes i am agree with you brother bhot sy log loss kar rhe hai main ap ki is bat sy satisfied ho kio kay trading 1 rat main ameer nh kar sakti is sy sakon sy kam karo jitna bhe ho saky
                      • #281 Collapse

                        forex trade etni asani say app ko earning ni karnat dati app ko es main buhat zaida mahnat karna hoti hai phir ja k app ko profit hota hai
                        • #282 Collapse

                          Forex trading min humin ye time milta he jab hum kafi kuch earn kar sakte hin yahan se hum ye bhi jante hin ye karobar wo karobar he jo humin unlimited earning de skata he humin chahye k hum sabar se wait karrin bas ziyada tawaquat wabista na karin es karobar se aur wait karin apne turn ka jeise hi humari bari aaei hum es karobar se wo profit jo easily earn ho sakta he wo hi earn karin ziyada lalach na karin.
                          • #283 Collapse

                            a jb insaan galti karta ha is waja sa usa ya noksaan utana parta hai is liya kaamain proi imaandari sa ya kam karna chahiya theak ha
                            • #284 Collapse

                              g han main app ki bat say agree karti hun aur kehna chahti hun k hamen zyada ka lalch nai karna chahiye balkay humen thore per he guzara karna chahiye aur phir ham loss se b bach saken gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                G han jab overconfidnce ho jata ha tab wo apna kam proper way sy ni karta or jo b us k plan hotay han unan nazar andaz kar diya jata ha jis ki waja sy nuksan uthata ha is k liya plan , time, managment , and risk ,knowledge ki bth zrorat hoti ha jab in batan ko ignaor karna start kar data ha tu apna he loss karta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X