Big expectation is main cause of loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    hmmmmmmmmm bai ap ki bat thk ha jo log khayali pulao pakata wo kamyab ni hota ,,,,,,,,,,,,,,,our wo hr wqt apni soch ma gum rahta ha jis ki waja se wo tawajo s kam ni krta our gltiya krta hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Ji han bht zyada expectation loss ki waja banti hai... so her trader ko especially newbies ko apna target set kar lena chahiye....k unhen daily kitna earn karna hai... aur wo apne target ko hi follow karin na us se kum earn karin aur na zyada.... zyada expectations se loss hone k chances zyada ho jate hain so hamen zyada expect nahi karna chahiye.....
      • #48 Collapse

        yes brother and thans God k aap nay b koi kaam ki thread post ki mary sath to asa he ho raha hai bohot ziada expectations han forex say or isi vja say loss ker rai hu so ab mujhe bohot ziada mohtat hona pary ga
        • #49 Collapse

          Second, you big expectations for it than it really is because you will lead and that will affect your decision. Decisions in trading their usual need for profit. You will be working on normal speed. Your focus should be normal profits. Then you will not pick up any damage.
          • #50 Collapse

            g bhai apne sahi baat point out kari hai.new traders ko greed hojati hai,thora profit millta hai to unko lagta hai k unlimited profit bhi milsakta hai aur is se unko loss hota hai.
            • #51 Collapse

              brother agr to ap pak forex me new trader han to apko first month pak forex sy itni zayadh expectation ne rakhni chaye hai coz jab apki wishes pori ne hoti han to apka dill tooth jata hai r ap na umeed hojaty hn r kaam chor dyty han
              • #52 Collapse

                yes ap ne bilkull thik kaha hai zyada expectations hi sub sy bri waja hoti hai loss ki hum ager kisi cheez sy zyada expect krte hain wo cheez hume kbhi faida nai daiti hai isi trha trading me b hum ager zyada expectations lga kr trading krte hain to hume nuksan lazmi hota hai mere sath kafi dfa yeh hu hai
                • #53 Collapse

                  well hamko chahiye ke ham daily ka ak target set kar len or ham daily usi ke mutabic trade karen or hamko apne equity ko bhe safe rkahna chaiye or agar ham trade win karne bad ak or trade lagate jayn toh hamko over trading boht nuqsaan bhe de sakti he lalich ki waja se is lie apne target ke mutabic trade karen phir next day ke lie wait
                  • #54 Collapse

                    nahin asi bat nahin hy bog expactations rakhni chiya lakin us main loss lzmi nahin hye ho huma loss tb hi hota hy jab hum us main glt trqia se entries daltte hian yani ziada volume rakh ke trading kerna suru ker di iska ager entry ult ho gaye to loss
                    • #55 Collapse

                      yes ap ne bohat achi baat ki hy ke log yaha bohat ziada expectations ke sath atay hy. ziada se zaida profit kamana chatay hy and isi chaar mai wo loss ka shikar ho jatay hy is iay expectations hamesha limited rakhni chiay.
                      • #56 Collapse

                        G ap bilkul theek kah rahe han k ye bohat bari waja ha jis ki wja se ham forex me nakam ho jate han or hamara dil tot jata ha k ham jald bazi sw kam lete han or kuch bhi nahi dekhte k phle smjhe len or bad me trading karen par nahi big expectations hamen le baithti han or ham phli hi dafa nakam ho jate han.
                        • #57 Collapse

                          You are right i agree with you , humain ziyada expectations nahin rakhni chaiye kyun k ye humary loss ban jati hai specially new traders ko kam expect karna chaiye Forex mein slow earning is good , har trader ko any experience k hisab sy apna target fix kar lena chaiye taky woh loss sy bach saken.
                          • #58 Collapse

                            ji haan kabi kabi aisa hota hai k ham boht ziada lalach karne lag jate hian aur is chaker main ham apna loss krwa dete hian is liye hame chahiye k choti choti trade hi karni chahiye.
                            • #59 Collapse

                              jin han appne sahi kaha big expection hamary loss ki bari waja hai new trader ko appne knowlege or exprince ke hisab se prift expect kerna chaye lekin wo zada expect kerta hai or ghalti kerdeta hai jis ki waja se loss hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai o baz profit hasil karty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X