Greed invites loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed invites loss
    Hello everyone kia ap meri ic bat say agree krtay hain k greed loss ko dawat deta ha agr hum lalach krtay hain to koa hota ha ziyada bri lot lga k bra profit hasil krnay k chakr main par jatay hain aur baz auqat hota kuch opposite ha aur hmain bahut ziyada loss hota ha to meray khayal main aik acha trader ban'nay k leay hmain greed ko hamesha apnay mind say nikalna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members apko yeh aik bat sun k hairat ho gi keh forex trading ka ap attitude bhi bht effect krta ha apka behavior lalach bhara na ho ap greed ko control kren aur hamesha logon ki khair khuwahi Ka sochen. Thanks dear members
    • #3 Collapse

      gee haan dear trade main emotion ko control karna boht zaroori hota hia jab aap trade open karty hia and ager wo profit main ja rahe hoo to phir aik trader us main bari lot sy ziyada earning ky chakroon mai trade karta hai jis sy bara loss hony ka bhi khatra moojood hoota hia ais liye capital ziyada bhi hoo to normall trade krna he best rehta hia
      • #4 Collapse

        gee han dear aap ny theek kaha hay ky greed aap ky trade ki dushman hoti hai ais liye mary khayal main her trader ko ye baat mind main rakh lani chahyee ky balance chalna hai kisi cheez ki ziyadati achi nahin hoti us ka result phir loss ki shakal mai uthana partha hia bari lot aor profit ky chakroon main aap apni money sy haat dhoo sakty hia
        • #5 Collapse

          forex trading mein loss ki sab sy barri wajha yehi greed hy aur jo trader apny andar sy iss khaami ko khatam kr leta hy woh success ki taraf barhna shuru ho jata hy aur woh na to kabhi over trading krta hy na trade lagany mein jaldi krta hy aur na hi lot size ko limit sey zyiada rakhta hy aur yehi qualities usay aik din successful traders ki list mein daal deti hain
          • #6 Collapse

            ji han lalach loss ko dawat deti hai ye bilkul sahi baat hai q kay jab trader lalchi ban kar trading karen gay to zahir si baat hai un ko loss hi ho ga is liay tradres ko chahiay kay jab wo trading start karny lagty hain to pahly lalach ko door bhagain or apny mind se nikal den us kay baad hi aap trading karen q kay relax mind se trading karna or greed mind se trading karny mein boht fark hota hai isi tarha is ki output mein bhi itna hi fark ho ga
            • #7 Collapse

              yes dear ap ki bat bat 100% theek hai q k ager hum forex mien greed kerty hien to hum es mien aa loss ko dawat dety hien k hamain loss ho es lye haamin es mien greed ko ignore kerna chahye or pory consentrate ker k earning k lye planning kerna chahye
              • #8 Collapse

                100% agree karta hon main ke Greed karne se humain loss hota hai or Forex ki market main 90% jo Traders loss karte hain unki sab se bari waja hi greed hoti hai, iske ilawa Trading karte hue humain apne emotions pe control karna bohat hi zaruri hai or Forex Trading main successful wohi hota hai jo apne emtions pe control kar le or wo Forex ki market main aik achi earning kar skta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  greed bohat ghalat hay greed se humay avoid karna chaiye greed humari trading mei loss ko he dawat deta hay humey greed sey bacha rehna chaiye bohat zyada loss humeu greed ki wajah sey possible hota hay agar humey best trading karni hay best result chaiye humay hamesha kay liye greed ko khatam karna hoga...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X