over trading jaisi buri aadat ko kaisy khatam kiya jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading jaisi buri aadat ko kaisy khatam kiya jaye
    trading mein loss ki kuch reasons hoti hain jin mein sy aik reason over trading bhi hy ,main tamaam traders sy ye poochna chahta houn k koi aisa tareeqa ya tip bataein jis sey over trading jaisi buri aadat ko khatam kiya ja saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear over trading boht khatarnaak hoti hai mian kafi months sy apna accont aisi waja sy loss kar chuka hoon mary khayal main to humin over trading bilkul naih karni chahyee koin ky ais sy hum kisi market ko theek time nahin day paty jis ki waja sy humin kafi ziyda loss ho jata hia main personally overtrading ky nuksaanaat face kar chuka hoo ais liye mary khayal main over trading sy bachna boht zaroori hai
    • #3 Collapse

      Over trading waqiey aik buri habit hy aur ye laalach ki aik qism hy jis sey ham baaz dafa itna loss uthaty hain k hamary account tk wash ho jaaty hain aur iska aik hi hal hy k hr trade TP aur SL k sath lagayi jaye aur in dono mein sy kisi aik k hit hony k baad trading close kr di jaye
      • #4 Collapse

        dear kisi cheez ki bhi ziyadati achi nahien hooti hai ais liye humian chahyee ky hum ziyda trading sy ihtiyaat karen main samjhati hoon ky ager aap over trading karty hian to us main aap kisi bhi market ko nahien samjha sakty aor nah he open trade ko aap achy sy handle kar sakty hai to phir result to loss ho ga na
        • #5 Collapse

          Over the rading waqyi aik bimari ki tarah he aor is se jan chhurana zaruri he q k specially kam balance k sath agr over trading ki jay to ye acount k liy jesy maot he. Over trading se baachny k liy sb se zeyada zaruri he apny mind ko is bat pr aamada krna k ye buri aadat he, q k jb tk ap kisi cheez ka mind me achhi ya buri perception bana lety tb tk apni routine nai badal skty, iisliy apny mind me is bat ko paka paka bitha len k over trading kbhi nai krni.
          • #6 Collapse

            Dear friend app ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan over trading aik buri adat hy hum is ko khatam ker skty hain us k liay zarori hy k hum trading ka daily base pe target set kery lot size target set kery fir ager loss ho ya profit bs daily utni he trading kery
            • #7 Collapse

              Overtrading Se Hum apne aap ko saaf Rakhe Jab Hum Yahan Par overtrading karte hain toh main Yaha se earning kiss ke love ah ya nuksaan Jyada hota hai isliye sport car Pyar Ki Kahaniya Ka nuksaan Na Kare aur Jyada Se Jyada confidence ke sath kaam karte hai jo apne aap ko Har Neha se Kat Jaye
              • #8 Collapse

                Over trading se bachne ka aik tareeqa mere nazdeek yeh bhe ho sakta ha keh aap bari trade karna chahte han to bari trade ka shoq aor tajassuss demo par trade kar ke pora karren iss se bandy ko apni salahiyat ka pata bhe chal jata ha aor real account men sirf minimum trade karren
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum trade apny experince aur balance kay mutabiq nahi karen gay to hum market main earn anhi kar sakty ulta humay market main loss he hota hay humay chahiye keh market main theak say mehnat karen tab he safe earning kar sakty hay es business main aur humay jald bazi bhi nahi karni chahiye es waja say loss he hota hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X