Lot size our emotions ka forex main kia relation hai???????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size our emotions ka forex main kia relation hai???????
    mery dosto forex main Lot size our emotions ka our pher ap k profit ka kafi bara relation hai jes main main us week main ki gae trading ka app logun k sath experience share kerny ja rahe hoon jab bhe app lot size bare lagain gay app kabhe bhe patients main nahe rahean gay app bar bar mt4 ko open krean gay tension main rahean gay our pher meri tarha manual main trade close ker dain gay main nay GBPCAD ko last week main sell kia our do current orders deay jab wo 1.7060 pay tha our pher pending order say 1.7130 say enter hoa our main nay dono trades 25 dollar loss main close kr dain our next day he ager trade .10 ki aik bhe lot hoti to 25 dollar profit hota koin k abhe wo 220 pips favor main hai jab k sell main meri total 4 trades theen .10 ki theen our main nay emotions ko control nahe rakh sagi our loss ker dieaya ap us baery main apna experience share kaern
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan dear aap ny boht achi information share ki hai aor ye aik hakeekat hai ky humin emotions ko control mai rakhana chahyee aor ye aik mushkil kaam hai jab aap laalch main aa ky bari lot lagatay hia to phir market opper neechy hooti rahti hai jis sy loss bhi hota hia aor phir market target hit karny mai time laati hai aisi situation main emotion control karna mushkil hoo jata hia
    • #3 Collapse

      Sis ap nay bahut achi bat ki hai k emotions or trading or profit or loss ka waqia hi bahut zaida connection hain merau nazdeek trading jb b lagain patience aur full devotion with experienced skills aur jahan ap trading kr rahay hain us ki full information k baghair trade bilkul na karain
      • #4 Collapse

        lot size kam use karen gay to es trha humay loss aur profit kam hota hay aur agar hum ziada big lot use karty huway trade karen gay to esmain loss ka risk bhi ziada hota hay aur humay chahiye keh risk apny experince kay hesab say lain kyun keh tab humari trade achi aur behtreen ho sakti hay
        • #5 Collapse

          dear friends, forex trading main loss and profit k pechay lot size and emotions ka bahut bara hath hota hay agar lot size ka zayda rakha jay ga aur emotional trading ki jay gi to us say loss k chances bahut zayada hon gay but agar lot size kam rakha jay ga aur emotions pa bhi control keya jay ga to phr acha profit earn keya ja sakta hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Yes sir lot size ka emotion say aik bohat hi close relation hay, because jab hm low capital say big volume ki trade open kartay hian to humain loss hi surat main emtioal ho jata hay and big loss ho jata hay es liay trade always low volume say and emotional ho control kar kay karna chhayie.

            اب آن لائن

            Working...
            X