Remember and avoid previous mistake to be a successful trader.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji han insaan se kafi ghaltiyan ho jati hain lakin ek acha trader bnny k liye zaroori hai k ham apni purani ghaltiyon ko yaad rkahin aur un ko avoid krain ham jb b trade krain is liye kaha jata hai k ham jitna apni ghaltiyon se seekhtay hain utna kisi aur se nai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mery khayal mai new trader agr aik bar mistake kre ga to wo next time mistake sy pehly bohat bar sochy ga q k wo last mistake sy uska bohat loss ho jata hai or next wo aisa nae kre ga
      • #48 Collapse

        jii haan meary kyaal maay trader hi nahi ik kamyaab shaks woh haay jo dil laga kaar kaam karay or apni guzista mistakes ko reapt naay kary or unh saay lesson seekhay
        • #49 Collapse

          G dear ap ny bilkul theek kaha hai mai ap ki baat sy agree karti hun har trader apni galtiyon sy he sabaq hasil karta hai Forex trading business mein agar kisi trader ko galti ki wajha sy loss ho jaey to usy apni galti ko avoid nahin karna chaiye balky us galti sy seekhna chaiye taky future mein again us galti sy bach saky.
          • #50 Collapse

            g forex trading main agar ap eik successful aur best trader banana chahtay hai tou apko chahiye hai k ap forex trading main zyada se zyada best tariqay se kaam karain aur khoshish karain k jo galtian ap kar chukay hai wo ap repeat na karain.
            • #51 Collapse

              jee bikul mere bhai hum forex pe hum appni mistake se sabaq nahi hasil Karin gaye to hum continusly loss mian rahain gain koshish Karin ke appni galtiyun se saqbaq hail karin
              • #52 Collapse

                her trader jo new ho ya pooran ho wo asa he kerta hai k poorani ghalti nai dhorata or yehi kamiyabi ka sub say bara raaz hai k apni ki gai ghalti again nai kerni chiya or is ko apna rule bna lyna chiya
                • #53 Collapse

                  yeh ofcourse broo humy apni pichli mistaker koo yad too karna chya lakin un wapis issi trh dohrana nae chya iss liya k woo humra liya bad ma b loss ka wja ban sakti han humy iss liya bht ihtyat kii zarort hoti ha
                  • #54 Collapse

                    Yeah bro jab bhi aap market main hoty hian tu aap bus market ko dekhty haink ye ab idhr ko jana start ho gai tu bus us main trade lga dety hain aap ko iss se bachna chahiye jo newbies hian ye he wo galti hai jo wo baar baar karty hain.
                    • #55 Collapse

                      han ji ap y sahi kaha hy bhai k ap ny jo galtiyan phely ki hain wo dubara na karin and apni poraniyan galtion sy sabaqseekh k acha trader ban jain ager ap apni galtiyon sy sabaq seekho gy to achy trader ban sakty ho.
                      • #56 Collapse

                        g han bhai aap ki baat se me 100%agree karti hon eik acha or best trader wohi hota h jo k apni ghaltiuo ko samny rakh k new rtading start kary or un ghlati ko avoid kary
                        • #57 Collapse

                          Dear i think forex business main successful hona hai tu ap ko bohat zaida hard working karnay ki zarorat hai or apni mistake se learn karna chahiye or aik acha lesson seekhna chahiye q k forex main choti se mistake bohat bara loss karwa sakti hai.
                          • #58 Collapse

                            Good post and a much needed reminder. Me 100 percent aao se agree krti hu k jo trader apni trading mistakes se nhi seekhty aur bar bar wohi ghalati dohraty hain to bht loss hta rehta h unko. Jo ghalati hui usay repeat na krein n try again with a new strategy
                            • #59 Collapse

                              Assalam o alaikum.. Yes i agree with you brother traders should never forget their mistakes they have done,, trade may jo mistakes hojati hain or unki waja se loss hota hy wo traders ko next time hamesha yaad rakhni chahye takay mistakes repeat na hon..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                haan gee hamesha mistakes ko yaad rakhna chahiye aor purani ghaltiyo par kabu karna chaiye takey app loss sey bach sakey isliye markeet ko zayada time dena chahiye aor wo sari ghalityan yaad rakhni chahiye jiss sey humey loss howa tha hum tab he achay trader ban saktey hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X