Two open trades profit main show ho rehi hain but top bar red hai aur loss chal raha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Two open trades profit main show ho rehi hain but top bar red hai aur loss chal raha
    Meri aik trade gold main chal rehi thi aur aik oil main dono main thora thora profit tha lekin top bar jahan collective profit show hota hai woh red bhi thi aur kuch loss bhi show ho raha tha aesa kyun
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear oil main trade kay liey spread nahe hota us main commission hota hai. Gold par trading kay main agar aapko profit hua hai to wo to ooper show hoga lekin agar oil par zero profit bhee hai to us main commission cut hota hai. Aur oil ke 0.01 ke lot par 0.30 commission hota hai. Lekin agar aap daikhi gy order ke detail main to commission Apko show ho jaay ga.
    • #3 Collapse

      Bhai jan is k bare me kuch nhe kaha ja sakta kun k ye bat pehli bar sunne me ai hy is se pehle me ne to aisi koi bat bhe nhe suni mare khayal se yo apko meta trader 4 app ko update kr lena chaey aik bar ho sakta hy k ap ki problem hal ho jaeg
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Dear oil main trade kay liey spread nahe hota us main commission hota hai. Gold par trading kay main agar aapko profit hua hai to wo to ooper show hoga lekin agar oil par zero profit bhee hai to us main commission cut hota hai. Aur oil ke 0.01 ke lot par 0.30 commission hota hai. Lekin agar aap daikhi gy order ke detail main to commission Apko show ho jaay ga.
        Yahe reason hai brother koin k forex main insta k andar oil ka spread zero hai jo k our koi broker nahe day raha hai to app ki dono trades thorey profit main hoon ge but oil k 3 spread k brabar insta commission trade open pay he caat leta hia jes ki wja say app ki trades profit main to hain but oil ki wja say loss main show ho rahi hain
        • #5 Collapse

          agar hum market main analysis kar kay trade place karen gay to humay aisi trade main loss ka kam say kam risk hota hay aur humay chahiye keh experince ko daikhty huway he trade karen tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay es busines smain experince bhi bohat matter karta hy eski base par he hum earning karty hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            trade humay jab bhi place karni hay to sab say pehlay market ka analysis karen kyun keh market ka analysis kar kay he hum market main acha earn kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar trade karnay main he faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X