Post movement per profit ka khawab dekhna aur live trade main sirf loss ka darr
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post movement per profit ka khawab dekhna aur live trade main sirf loss ka darr
    Jab bhi ham kisi pair ko open ker ky market chart ko visit kerty hain tou ham yeh sochty hain ky kash yahan per trade open hoti aur market jab itni move ker chuki hai tou kafi profit basil ho jata lekin aesa sirf post movement per hi mumkin hai jab trade open hoti hai tou phir profit ky khawab ki bajaey loss ka darr hiblaga rehta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab ham market ko open ker ky kisi bhi pair main chart ka visit kerty hain tou hamain aesa lagta hai ky forex trading bahot easy hai ky agar bari movement hui ho tou ham kehty hain yahan per trade lagai hoti tou bahot profit mil sakta tha lekin aesi movement sirf us time nazar ati hai jab trade open nehi hoti jab trade open ho tou aesi movement ho favour main bhi ho aur big movement bhi ho bahot kam nazar ati hai
    • #3 Collapse

      Apki bt kisi had tk thek ha k jb bhi ham markit ki movement ko dekhty hen to kuch aisi feeling hoti ha k yr yahan pe order lga hona chahye tha etc.dear friends jb to ham markit m small lots ka use kr k markit ko fully judge nhi kren ge to hmen smjh nhi aegi.bad m afsos krny see behtr ha k Thora sbr se sem liya Jaye aur markit ko judge krny k bad trading ki Jaye.
      • #4 Collapse

        haan g app ki baat theek ai our yahi wja hai k us main hum pher loss he kerty hain koin k hum profit ko diekh k trade kerty hain our diekhty hain k us main itnay pips move ho ge to itna acha profit itni bare lot pay milay ga our pher hum acha profit earn keraen gay dosto forex main humesha risk ko mind main rakh k trade lagao gay to pehr he ap ko acha profit us main milay ga
        • #5 Collapse

          Dear brother meray nazdeek ap ko hamesha patience syb kam lyna chaiay aur market ki movement ko judge kr k soch samj k hamesha chotti lots sy experience krna chaiy es sy apko loss ka dar b kam ho ga aur sath hi apka experience b baray ga jb ap market k uttar charho sy familiar ho jain tb ap ko lots bari krni chaiy
          • #6 Collapse

            agar hum market ki movement ko analysis kar kay trade karen gay to he hum market main acha profit bna sakty hay es business main humay dil lga kar time dai kar focus karna chahiye tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main sabar kay sath he kam karna chahiye tab he safe reh sakty hay
            • #7 Collapse

              forex market ki movement agar humari lgai gai trade kay mutabiq ho ki to he hum market main profit earn kar sakty hay agar hum market humary hesab say move nahi kary gi to es trha hum market main earning nahi ulta loss he kar lety hay so humay eska khyal karna chahiye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G friends, bilkul thek kah rahay hain...trade open karnay say pehlay jab koi bhi trader market ko analyse karta hay to us k mind main bahut saray kheyalat atay hain but trade open karnay k bad us k mind main sirf ek hi kheyal rehta hay kah kahen loss na ho jay matlab usay sirf loss ka dar laga rehta hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X