Forex trading ma lot size kam sy kam honi chaiy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar hum lot size ko manage kar kay trade karen gay to he humari trade safe hoti hay es business main humay lot ziada lga kar trade karnay say bohat ziada risk hota hay loss ka agar hum money ko manage nahi karen gay to apni money ko zaya kar sakty hay es liey humay eska khass khyal karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading k liey lot size ko kam rakhna bahot zroori hota hy especially new traders k liey aur isky saath saath spread ko bhi dekhna hota hy jis pair mein ap trading kr rahay hoty hain keun k iska bhi kafi role hota hy loss aur profit mein
      • #18 Collapse

        bhai mere lot sizze kam rakho ya zyada is say kuch nahi hota bus bat experince or hard practice ke hain agr wo nahi to apki trade lagane ka koi faida nahi or agar ap experianxe wale bande he to ap apni lot size kitne bhe zyada ya kam laga he apko profit 80 % mil jaye ga
        Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
        • #19 Collapse

          agar hum lot size kam say kam use karty huway trade karen gay to humari trade bohat achi ho sakti hay es business main khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehant kar kay kam karnay main he faida hota hay es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach say market main earning nahi hoti
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            dear friends, forex trading main lot size jetni kam hogi hamaray loss k chances utany kam hon gay...aur agar loss aa jay ga to woh bahut kam hoga aur usay recover keye ja sakay ga but agar lot size bari ho gi to us trade k loss main janay pa bahut zayada loss hoga even k account bhi wash ho sakta hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X