Need to set a goal before start trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Ji bhai aap ki bat sahi he ke hamin profit or Los ka ak target rakhna sub se behtar he is se aap ko ye faida ho ga ke aap unexpected Los se bach saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      je haan forex mein agar kamiyaab hona chatay hain tu day by day market ku view karay aur es mein kaam kartay howay tention na ley ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
       
      • #273 Collapse

        hello and salam pyare friends forex trading mein trading krne se pehle apko aik plan banana chahy ta k ap aik mission k sath jaenge to free ho k taade kreige ap
        • #274 Collapse

          mairay khayal say to forex ki trading ma success ful honay kay liye bhut saraa waqat darkaar hoataa hai aakpko chaiye kay aapni leaning countinu rakhen and learn kartay jain takay aap aik kamyab or achay trader ban jain
          • #275 Collapse

            Agar forex trading ko start karne se pehle is mein koi goal ya target set kar lia jay to admi ko forex trading mein achi earning karne mein bari asani ho kiunk aise to forex trading kafi mushkil business hae.
            • #276 Collapse

              jab hum trading start karty han to humen ek target karna parta hai yani k humen ek goal karna parta hai islye humen jab tak koi goal set nahe karen gy hum success hasil nahe kar skhty kyoun k goal se hum target achieved kar lety han
              • #277 Collapse

                g han trading start karty time app ko apna daily goal ya target set karna chaye es se app greed nahi kar payen gey or trading me profit ka acha result app ko mily ga.
                • #278 Collapse

                  jee han dear hamein experienced trader bannay k liye daily weekly ya phr monthly earnings ka ek target banana perta hai age to hum musalsal ek saal tak isay berqarar rakh rahy hain than hum achy trader hain
                  • #279 Collapse

                    Bhai g bohat achi tred hy maira her trader ko yahi maswara hy k wo jub month start hota hy tu unko chahye ke wo apna ek target set ker lain or usko achive kerna ke koshsh karain us sai zaida ke pecha mat jae
                    • #280 Collapse

                      forex me goals set rakhne chahiyen sab se pehle mind me goals bana lene chahiye us ke baad demo practice se un ko kese achieve karna hai woh learn karna chahiye then real per phir un ko apply karna chahiye us se he success milti hai aap ko .
                      • #281 Collapse

                        jab hum kam karty hain to humain aik target ko set kar kay kam karnay main achi earning hasil ho saky or humain practice kar kay hard work kar kay demo say help lay kam karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #282 Collapse

                          Trading start krney sey pehlay aik goal ya target set kr lena chaheye takeh aap kaheen na kaheen apney profit aur loss ko stop kr sakain. Jab aap ka target poora ho jaye to trading ko stop kr dain aur new planning key bad kam start krain. Without planning jo kam kia jata hy us main loss key chances buhat ziada hotey hain,.
                          • #283 Collapse

                            dear aysa he hy k ap ko faida haisl karna ho ga tu ap ko acha earning ho sktii hy soo ap ko chahiye k mehnat k liye boht acha kam karo aur apnii life ko set karo aur apnii life ko apni life ko set karna ho ga soo ap ko mehnat k sath he acha faida haisl karo...
                            • #284 Collapse

                              bilkul humy target ko samny rakh karni chahiyeh tubi kamyabi mil sakti hai or es jaisa kasm ap ko krny sy pehly matlb k trade k open hony say hi ap ko apna goal set karna chahiyeh fr hi trade lagani chahiyeh
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                g han forex trading mein apko chahiye ke ap is mien proepr goal setting karen is mein aur ap is business mien kabhi bhi panic nahi hon is mien ap agar panic honge to apko just loss hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X