Gold ko ziyada reski kyu kaha jata hai,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ko ziyada reski kyu kaha jata hai,,
    My dear sir me ap se ye pochna chahta hon k gold ko ziyada reski kaha jata hai is ki kiya waja hai or ye dosry pairs se bi ziyada reski hai..
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pak14 پيغام ديکھيے
    My dear sir me ap se ye pochna chahta hon k gold ko ziyada reski kaha jata hai is ki kiya waja hai or ye dosry pairs se bi ziyada reski hai..
    Gold ko ziada risky ia waja sy kaha jata hy kyun ky is mai moment bohat taiz hoti hy aur bohat ziada hoti hy gold aik bohat hi acha content hy trading k liye agar aap ny market ko sae sy ainalysis kia ho to
    • #3 Collapse

      gold ko ziada risky iss wajha say kaha jata hae k iski movement b ziada hoti hae aur ye waisy b bahot voletile hae aam halaat men ye itna move ni karta mgr jab move karta hae to bahot hi ziada move karta hae aur jo sab say ziada risk wali baat hae wo ye hae k ik hi simmat men challa jata hae.
      • #4 Collapse

        Bhai bat ye hy k gold ko risky es liye kaha jata hy k es ki movement bohat hoti hy jis waja sy ap ko agar profit ho tou acha hota hy agar loss ho tou wo bhee ziada hota hy aur gold ka kuch pata bhee nahi chalta k kis taraf move kar jae es liye gold ko risky kaha jata hy
        • #5 Collapse

          bahi kiunkeh gold thora tof trade hota hy aur es trade mn bahot ziyada faida bhi hota hy aur loss bhi jub hota hy tu bahot ziyada ho sakta hy es liya dold trade ko reski kaha jata hy aur we tarde ko lagany Kliya Pahly achy sy planing karni cahiya phir es tarah sy hm achy khaas faidy ko pahunch sakty hn tanks
          • #6 Collapse

            forex trading main gold par trade karnay kay liey humay pehlay forex trading ko ziada achy tariqay say seekhna chahiye kyun keh agar hum esko seekh kar run karen gay tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur market main profit bhi bna sakty hay es business main mehnat karnay main he faida hota hay
            • #7 Collapse

              Assalamoalikume my brother gold ko Risky is leye kehte hain ke ys price bohot mehngi hain or uske sath sath ye movment bhe bohot teez karta hain jissay trader ko nuqsan or faida kuch zyada he hota hain
              Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
              • #8 Collapse

                Gold ek bohat reski is liya kaha jata ha k gold ki movement bohat hi ziyda teez hoti hai gold is liy or pair se movement ziyda hoti ha or pair ki movement km hoti ha to apko chahye k smol lot se trading krna chahy to apko loss na ho or ek baat yaad rakhain k lalch ni krna chahy little profit ko ecsept krna chahy
                • #9 Collapse

                  Forex trading main gold par trade karnay kay liey humay pehlay forex trading ko ziada achy tariqay say seekhna chahiye kyun keh agar hum esko seekh kar run karen gay tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur market main profit bhi bna sakty hay es business main mehnat karnay main he faida hota hay
                  • #10 Collapse

                    actually gold sab sey zyada move karnay wala pair hay gold ki movement bhi bohat afst hoti hay jab barri news ajaen gold aap ko aik moment kahin milay ga aur just in 1 minutes aap ko kahin aur eski moment nazar ay gi gold mei barray traders barray smart money enters hotay hain jiski wajah sey eski movement chotay traders kay liye really risky hoti hay gold pe acha capital chaye bohat he zyada advance knowledge chahiye hota hay
                    • #11 Collapse

                      dear gold market me apni fast movement or complicated movement ki waja se zada risky ha ku kay complicated movement me ap is ko right judge nehi kar patay hain or high movement ki waja se trend mukhalif lagi trade mostly account wash kar deti ha dear gold me trading karnay kay liey ap ko gold chart par market ka analysis karna ana chahiey or exprience kay begair gold me trading na karay
                      • #12 Collapse

                        g han sir gold pe zyada risk hota hai kyun ke is main ap jab trade lagaty hain to is main gold ka margin level buhat zyada hota hai aur ye thori movement main losss ya profit dena shrouh ho jata hai.isi liye is main risk hota hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ko ziyada reski kyu kaha jata hai,,

                          gold aik strong pair hain is mai loss ly chance zada hoty hain agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi ho ga hamy ache learning hasial kar ky is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X