A loss can open the door of success.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yes brother well said, app life main kabhi bhi success free main hi nhi hasil kar sakty us ky liay qurbani deni hi parti hy , isis tarah forex main app ka loss app ki success ki taraf le kar jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko nahi hota hai wo achi profit hasil kar lety hain.
      • #108 Collapse

        G han mi aap ki baat sey agree huon aap ney theek kaha hy jab aap ka loss huta hy tab he ap seekhtey hyn k loss sey bchna kesey hyn kyuon k its a best bussinus
         
        • #109 Collapse

          Forex is a good job. forex mein wo he log success full hota hain jo apna loss se learning karta hai kyun k forex mein jab hum ko loss hota hai tu wo humari he koi na koi mistake hoti hai jis ki waja se hum ko loss hota hia agar hum apni mistakes ko theak kar leta hain tu hum forex mein per se earning karna.good luck...................................
          • #110 Collapse

            yes sir asa hi hain k jab hum loss kar rahy hoty hain tu wo humay experience deta hain jis sy hum sikhty hain or apni mistakes improve karty hain jis se hum agay success k tarf jaty hain
            • #111 Collapse

              han ji ap ny sahi kaha hy k loss ham ko ek tajerba dyta hy k ham agy sy loss na karin ager kisi ko loss hota hy to us ko chchiye k wo apni trading ko suro sy strat kary aur is bar new planing sy kary kamiyab ho jy ga.
              • #112 Collapse

                G haan Bilikul ye bat sahi he k log bgher kisi tehqeeq he Forex me ate hen unhe Forex ke bare me koi Information nhe hoti he lkein wo forex pe ate hen Time bhi waste karte hen or phr money bhi waste karke Forex ko leave kar dete hen halanke inhe Forex use karne se pehle iss ke batre me information ikathi karni chahie...
                • #113 Collapse

                  Foreign currency traders has a lot to learn, and they are without damage. After a game or lottery, they compared the foreign exchange losses. Finally they leave foreign currency. I open the door of success for a loss of collecting them. We need to avoid damage and mistakes next time need to find the cause. The right of foreign currency caused. Knowledge and education, without any income from it is not possible to do business.
                  • #114 Collapse

                    jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai k agar hamain kisi wajah say loss hota hai to shayad us main hamari galti bhi hoti hai so agar koi akalmand hta hai to wo us galti say seekh kar agay barhta hai or kamyabi ki taraf jata hai
                     
                    • #115 Collapse

                      hum se aksar ouqaat loss hota hy lykin huumen dil chota nhi karna chahye or jis ghlti ki wjj se hum se loss huwa humen apni us ghlti se sekkhna chahye or acha lessson gain karna chahye taa k again kbhi loss na o
                      • #116 Collapse

                        In my opinion, if a person loss in trading it does not substance that he result the forex firstly obtain the noesis of forex then signaling trading. A amount can agaze many doors of success in life so work hard.
                        • #117 Collapse

                          jitni b post kerty ho her post aik dosre say milti julti hai apki lekin is may koi shak nai k pehly loss he kamiyabi k sub darwazy khol deta hai or yeh aik general concept b hai k real may asa he hota hai
                          • #118 Collapse

                            ji ah bhi ji hum ko chahye kai hum ko jub iak loss hota hai ti hum ko khush hona chahye q kai hum ko kuch sikhny ko milta hai hum apni ghaltiyon sia hi sikhty hia
                            • #119 Collapse

                              g brother ap ny bohat acha swal kiya ha k loss hamry liye eik success ka door open krta ha ye bat bilkul theek ha k ham apni galtiyon se hi learn krty han ksi b kam mein hamin ham jb koi galti krty han to ham os galti se hi learn krty han or dobara wo galti na krny ka irada krty han ye hi hamari success ki chabi joti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ji ha dosto forex me app ne loss se bhi sekehna he or success hasil karne ke liay app ko loss per qabo pana hoga or loss khtm karne ke liay hard work karna parta he kunke trade me her koi profit hasil karna chahta he or market me jiski skills ziada hongi us ko profit hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X