Trading ma loss hamara dost keun bnta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma loss hamara dost keun bnta hai
    Bhai jan jub bhi trade lgai loss he hota hai analysis bhi krty hain technical aor fundamental analysis bhi krty hain stoploss bhi lgain to hit ho jata hai lkn tp hit nhi hota profit hum sy door keun bahgta hai jub loss dost bnta hai trading ma aisa keun hai tell me all members
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    pehli baat to yeh k jis chez ka hamen zayada dar ho ga dil mein wo chez zayada ho g to pehle dar ko bhagen us k ilawa yeh k ap pehle is field ka mukamal knowledge hasil kren kisi expert se contact rakhen aur demo per practice kren phir ap k loss k chances bht kam reh jaty hain lekin dar se jan churaen
    • #3 Collapse

      G bhi forex trading krty huy aik bat yad rakni chaiy k hmain srf profit hi ni milta balky some time aysa bi ho jata ha k loss ka samna krna parta ha lakin us k liay hmain preshan ni hona chaiy hmain apni mistake sy seekna chaiy agr us loss ko hm mind ma burden k tor py asar kr lain gy or darty rhy Gy tu hmain loss hi ho ga isliay hmain chaiy k without any fear cool mind k sath trading krni chaiy Jo k sb k liay best ha
      • #4 Collapse

        dear agar ham khud trading me ghaltia karen gey to loss hi hamara dost bany ga aur hamesha hamy loss hi hota rahy ga jab tak ham apni mistakes ko control karny ki koshish nahi karen gey, traders ko apni mistakes me se learning ka advantage mil jata hay jo traders es advantage se faida le lety hey wo successful ho jaty hey.
        • #5 Collapse

          Trading men loss islie hota Hy ark to ye busniss ka ahm hissa Hy busniss chahe koi bhi ho apko us men loss zaroorat hoga aor dosra apki trading men apke knoelknow men kami hone waja see loss hota hy
          • #6 Collapse

            Forex trading main analysis karne k bawajod bhi loss is liay ji sakta hay hum se analysis jarne main kahi na kahi koi na koi mistake lazman hui hay aur ye bhi k hum ne stop loss aur take profit wrong point par lgya ho sakta hay jis wajha se humay loss hota hay
            • #7 Collapse

              dear friends, yah bat to ham sab jantay hain k forex main loss ka chances bahut zayada hotay hain...aur loss tab ata hay jab ham market k trend k against trade open kartay hain....so friends forex main loss es leay hamara dost banta hay q kah market ko sahi tarah analyse nai kar patay aur sahi trade open na honay ki waja say hamain loss ata hay.
              • #8 Collapse

                forex trading main loss humari galt trading ki waja say hota hay agr hum market main theak say analysis kar kay trade karen gay to humay loss ka kam say kam risk hota hay aur agar hum bina seekhy aur bina knowledge kay trading karen gay to es trha market mai loss ka samna karna parta hay humay ziada sy ziada mehnt karni chahiy tab he safe hoti hay
                • #9 Collapse

                  Agar Hum forex market Mein stop loss lagayenge Apne instaforex bonus account par toh aap ko pata hona chahiye ke hamara friend Kishor Palash Mare liye Kaun Karega UK stop loss hit hone se Hamara loss Jyada nahi hoga MI chahiye Ke Humse Bhi Apne instaforex bonus account for trading kare Apne dil se Bachche Rakhe Jab Hamara stop loss Laga Hoga humare instaforex bonus account par toh Hame Kisi Ki Sabji pareshani Ka Saamna nahi karna padega
                  • #10 Collapse

                    dear deko agar aaap new trader hain tu aaap koi na koi ghalti kar rahy hongy apni trading main qk main ne achy trader ko dekha hain unka tp hit ho jata hain jaaab k vo best tradr hote hain unko pata hota hain k merket is price ko lazmi touch kare gi asi tara main b ye keh skti ho k aap kisi na kisi jaga ghalti kar rahy hain jis ki waja say aaapka tp hit nhe ho raha hain wesy main yahi khogi k hum ko tp hit ka wait nhe karna chahaiye har trade say thora thora profit le k niklna chahaiye merket ka koi barosa nhe hota hain vo apk tp price k pas say b nikal jah skti hain is liye merket main ager hum thora thora profit b lete hain tu merket pher jaha b move kare karne de is liye main tu profit le k nikal jati ho 10 pips ka tp rak leti ho small lot k sath
                    • #11 Collapse

                      Gee bhai aap ki baat theek hai woh iss lye hota hai kay hum apnay analysis complete nahin kartay aur jab trade lagatay hain tou jis taraf market move karti hai ussi taraf trade open kar latay hain jis se market ki zara si reverse movement se hum perashan ho jatay hain
                      • #12 Collapse

                        Dear aise koi baat nahin hai agar aapmkay analysis achay hain aur aap ne market ko ko bhi bahut achay se read kya hai tou aap ko profit zaroor ho ga lakin agar aap ne stop loss lagaya hai tou market thora bahut tou retract karti hi hai jis se stop loss hit ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          loss kisi ka dost ni banta hamen kisi achy expert sy cntacrt krna chehey ta k us se ziyda se ziyda se knowldge hasil kr sken or apne dill se loss ka dar khtm kr den q k insan jo sochta hai wesa ee hota h uske sath
                          • #14 Collapse

                            forex trading main loss ki waja kam knowledge hay agar hum kam knowledge kay sath forex trading main kam karen gay to es trha hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay huamy dil lga kar time dai kar knowledge ko enahcne kar kay kam karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex treading m loss hi hmara dost hy q k hm forex treading m loss sy hi sub kuch sekhty hen koi hmy sai sy gaid nhi krta loss hi hy jo hmy treading m apni mistak ko note kr k loss hi hy jo sucsecs full tredr bnata hy loss sy pryshan na hon es ko apna dost smjh k treding m export Bnaen .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X