Trend kaisay change hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend kaisay change hota hai
    Forex ka business baray mumalik yani super powers ki economy per depend karta hai jaise agr america ki economy strong ho gi tou dollar index barhay ga aur hi yeh market bhi apna trend change karay gi aur trend dollar index kay opposite banta hai aur dollar index ouper ja raha hai tou trend downward ďaur agar dollar index neechay ja raha ho tou trend ouper ko ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai bari countries specially america yeh sub forex per chaye hui hotay hain america kay lye kisi bhi mulk ki economy ko down karna koi mushkil kaam nahin hai aur woh aksar aisa karta hai jis se commodities aur other currencies zawal ka shikar hain
    • #3 Collapse

      Basically aap ki roy darost ha trend khas tor par major curriences ke hamel mumalik Britain,America,Japan,France, and all European contries men aconomy social polices un ke banks polices aor sharrah-e-sood men tabdeeli ke ilawa rozgar ke zaraey ke up down honey se forex bussiness bhe effect hota
      • #4 Collapse

        Forex market main aap ko pata hona chahiye kya Hamara Jo technical analysis job Bhi Hum Karte Hain old market cutter and its package change Hota Hai Jab aap ke Leke market side by side movement karti hai uske baad forex market mein 1 trend change hone wala Hota Hai Jis Ke Upar Hame trading kar Dikhaye Apne instaforex bonus account par needs to Fabric market ranging market Breakout Hota Hai change hone ke Hote Hain
        • #5 Collapse

          Jb bhi kisi pair ki movement trend k opposite uski average movement sy zyiada hoti hy to wahien sey trend reversal start ho jata hy lekin total movement jo trend ki hoti hy atleast uski movement ka 1/3 opposite move ho to ham keh sakty hain k trend reversal mein hy
          • #6 Collapse

            Forex main trend tab change hota hai jab koe pair over sold ya over bough ho jaye yani sell k doran itna sell k us main seller khatam ho jaen or buy main itna buy ho k buyer khatam ho jae or market main seller aa jayen to wo market ko sell kraty hain yani market ka trend change krwaty hain
            • #7 Collapse

              agar hum trend main reh kar trade karen gay to he humari trade achi aur behtreen hoti hay kyun keh market trend ko follow karty huway he move karti hay aur humay chahiye keh es market kay sath sath he trade karen tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay esmain humay mehnat karni chahiye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex trading business ziada dollars par depend karti hy usa dollar par agr usa dollar ki velow ziada ho tu market trend down hota hy aur agr low ho tu market trend up hota hy kiok market mein usa dollar ki buht ziada ehmyeet hy

                اب آن لائن

                Working...
                X