sab se important kam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sab se important kam
    is business main sab se important kam kia hai hamre liye mere khiyal main sab se best hai k hum apne jazbat ko cntrol krein ur bhagir lalcl lk is main kam krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ager him logo ny acha profit hasil krna ha to is ky leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha or achi planning krna hoti ha is ky bad hi him log acha profit hasil kr skty ha or kamyab trader ban skty ha
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k hum jab bhi koi trade kar tou sabar se kamlay kisi kisam kakoi hazbati faiska na kare kiu k is main humara apna loss hay aur is k sath sath kisi kisam ki lalach na kare tab hi hum is main kamiab ho sakte hay aur acha earn kar sakte hay jo log lalach karte hay wo loss karte hay
      • #4 Collapse

        Trading mai sub se lmported work i think ye h k ap lalach se dor rhen aur dil laga k mehnt se sabr se hosly se work karen...ye 1 bussiness hai is ko bojh nae balky easy smjhen..taky work karne mai asani paida ho...is mai imported kam ye hai k ap zayada bonus k chakar mai fazol post mat karen jis mai information kam fazoliyat zayada ho.............
        • #5 Collapse

          trading ma sab say imported kam hum ko soch smj k kam krna chyai hum tarindg ko smjna chyaia agr hum smjy gya ni toh hum ko loss ho gya or hum ko laluch ni krna chyai jtna kam ho ska otna krna chyaia zada ni
          • #6 Collapse

            Apki baten thk hn jnb me ye kahun ga k apny trade ko best profit me ly k any k lye learn kren isy. Achi money management bnaien. Lalach sy bchen aur km sy km lot pt trading kren. Lalach me a kr trading krty hoy loss e mly ga is lye is sy bchen.
            • #7 Collapse

              Yes iss bussiness men lalach se bach kar mehnat aor achai tarrah sooch kar chalna bahut zarori ha otherwise iss men profit ke bajaey loss zeada ho jata ha
              • #8 Collapse

                Dear aap bukal rhek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon dyunia main kohi be bussniss ho is mai pracitical mind wala banda chahay hota hay kyun k emtion jazbaat ka khohi kam nahi hay bussniss main aur specialy trading main jazbati ho kar kam nahi keya ja sakta hay ager forex trading main success hasil karni hay tu aak tu greed aur dosara emotion ko control main rakhna pharay ga
                • #9 Collapse

                  Forex members emotional control board zaroori hai one of the important thing in Forex trading is you have to control yourself manage and plane well Jessica aapko pata hai risk Lena padta hai trade Lagane ke liye technical fundamental and sentimental analysis zaroori hai in Baaton ka khayal rakhna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Yes my bro ap ny jo pint note kia he wo waqyi bahot hi ahm he balky forex trading k hawaly se important tareen points me se aik he.q k jb jazbat control ho jaty hen to phir koi aisi cheez nai he jo apko loss ki araf ly jay. Yehi jazbat hoty hen jo lalach krwaty hen yehi hen jo ghhusa dilaty hen yehi hen jo bri lot lagwaty hen. Inhi ki waja se khushi aor gham hoty hen. Gharz jis ny jazbat ko marzi k motabiq dhaal lia wo kamyab raha.
                    • #11 Collapse

                      trading mein sb se imortant km emotions ko control krna h or aik ee rat mein ameer banany ki lalach ni honi chehye aik mind set ho jis ke mutabik daily ki trde lago r sath ee expert hona paray ga lalch har gizz ni krni aj loss to kal profit ye na ho aik din acha profit howa h to agly din lalch mein a kr tarde ziayda laga do or loss ho jaye to sb se imprtant bt punctual hona zarori h r lalch dill se nikal leini h
                      • #12 Collapse

                        G Bhai apki bat Sahi hai aksar asa hota hai keh ham ziada lalach kar jaty Han aur apny jazbat ko control NI karty to kabhi kabhi asa bhi hota hai keh Jo profit AA raha hota hai woh ham ko loss pa Chala jata hai es Lia AP apny jazbat pa lazmi control Karan aur ziada lalach na kran...
                        • #13 Collapse

                          G ha bhai bilkal thek kha ha ap ne is main hume apne ap se cantrol krna chaiye kew k bohat se trader is main lalch krte hein jis ki waja se lose ka samna krna parta hai hume is main practice krni chaiye ur phr is main kam krna chaiye ye important hai hamre liye
                          • #14 Collapse

                            dears friends hmara sub sy eahm kaam hy keh hm apny jzbaat ko controle kren kiunkeh kuch dost jub trade lagaty hn tu un ko agar loss a raha ho tu woh bahot ziyada afsos karty hn aur apny jazbaat ko controle nh kar paty aisa nh karna cahiya hmen sabir sy kaam karna cahiya aur mehnat sy kaam karna cahiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq kaera hon apny bhot achi information shear ki hy dear forex trading mein sb se imortant km emotions ko control krna h or aik ee rat mein ameer banany ki lalach ni honi chehye aik mind set ho jis ke mutabik daily ki trde lago r sath ee expert hona paray ga lalch har gizz ni krni aj loss to kal profit ye na ho aik din acha profit howa h to agly din lalch mein a kr tarde ziayda laga do or loss ho jaye to sb se imprtant bt punctual hona zarori h r lalch dill se nikal leini h





                              اب آن لائن

                              Working...
                              X