Forex trading market mn trade krty hoy Sabar ka mozehra kren?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market mn trade krty hoy Sabar ka mozehra kren?
    Dear members forex trading market mn trade krty hoy patience ka mozehra krna chahay jb ap ko loss ho raha ho tu Sabar ka mozehra krna chahay aor jb profit ho raha ho tu khud py control krty hoy tp ko hit honey tak trade close na kren trading k duran Sabar ka mozehra krna bahut zaruri hai kamyabi k liay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hn g hume is main sabrotahamal se kam krna chaiye ur kam profit py be guzara kr lena chaiye is main hume menat k sath kam krna chhaiye ye hamre liye sab se best hai is main lalch nai krni chaiye hume bilkal be
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat bikul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k hum jab bhi trade kare tou trade lgane k bad sabar se kam lena cahiay aur trade k stop loss ya take profit k hit hone ka wait karna cahiay kisi kusam.ki jald bazi se kam nai karna cahiay take ap jald bazi main aa jar apna kisi kisam ka loss na kar dain
      • #4 Collapse

        dear brother ap nay billkull thk kaha hai k trade kertay wakt ssber se kam lena ho ga or us k bad ap fresh ho ker bethen takay koi point ap miss na ho jay or us k bad ap daikh chakay hon gay markit her wakt fast move kr rahe hote hai..
        • #5 Collapse

          sabar ka mozehra bohat zyada zaroori hota hay trading mei ap ko kamybi leni ha na to sabar karen patience k sah jo trade karen gay oss mey aap ko acha faida milay ga
          • #6 Collapse

            G bahi mn yahn yahi kehna cahon ga keh jub trade lagin tu trade lganay sy pahly ap planing kren phir jub trse laga den tub ap sabir ka mozahira kren aur apny allah pr bhrosa rakehn aur achi umeed rakhin es tarah sy ap ko bahot sara faida ho ga jo boys trade laga dety hn phir agar loss mn jain tu na sabri ka mozahira karty hn apni trading wrong laga bithty hn mn yahi keha cahon ga keh suber kren aur apny deamgh ko fresh rakhin
            • #7 Collapse

              Gbhai ager ham ny forex trading market mn success hasil krni hai tu hman apni trading mn pateince paida krni chahy aor trading mn sabar k zaray apni trading ko profit able bnana chahy .
              • #8 Collapse

                Sabre tou bohat zaruri hy trading mein kyo k es k bina hum kuch nahi hasil kar sakty kyo k loss bhee hota hy forex mein aur loss bhee es liye sabre bohat zaruri hy kyo k agar profit ho tou ziada k laluch kar k thora bhee zai kar dena aur ye k loss bhee hota hy ye na ho loss ho aur ap.preshan ho jaen tou aisy kam bilkul nahi chaly ga es liye sabre bohat zaruri hy
                • #9 Collapse

                  forex trading ek aisa buisness hai jis main agar apne kamyab hona hai na to apko patinece k sth kam karna hoga epo ek proper plan bnana hoga us ko analyze karna hoga aur us k ethat he apko cahlna hoga aur sabar se market k tredn ko dkhte howe kam karna hoga to he ap kamyab ho si market main
                  • #10 Collapse

                    agar hum sabar kay sath kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main jald bazi say gureez karna chahiye kyun keh agar hum sabar kay sath kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay esmain humay jald bazi nahi karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                      Dear members forex trading market mn trade krty hoy patience ka mozehra krna chahay jb ap ko loss ho raha ho tu Sabar ka mozehra krna chahay aor jb profit ho raha ho tu khud py control krty hoy tp ko hit honey tak trade close na kren trading k duran Sabar ka mozehra krna bahut zaruri hai kamyabi k liay.
                      Assalamu Alaikum Ji Bhai Har kaam karne mein Hame Pareshan ka Samna karna chahiye aur trading business hai kya kar bhejna kya hai isme agar aap sab nahi kar sakte toh aap kabhi Kamyab nahi ho sakte kamyabi ke liye aapko Sab Jarur karna padega Sabar ke Minar trading bilkul nahi kar sakte
                      • #12 Collapse

                        g bilkul dost aisa he ager ap trading kay doran saber ka muzahira nahi kr sakty apny emotions ko control nahi kr sakty to ap trade na krain wo behter hai ager ap is cheezo pe kabo rakh sakty hain to ap bohat achy trader ban jai gy kyun kay is me emotions pe qabu rakhna zaroori hai bohat zaida.
                        • #13 Collapse

                          Forex Trading main humain bohat zyda sabar chaiye hota hai ku ke sometime market bohat slow ho jati hai or koi achi movement nae ho rahi hoti ha to humain tab wait karna chaiye ache time ka trading ke liye agr acha time na ho to hmesha sabar ka mazahira karain jo ke bohat hi zaruri hai Forex ki market main kamyabi ke liye.
                          • #14 Collapse

                            Yes sir forex trading business main trader ko sabbar say kam karna chhayie na trade open karnay main jald bazi say kam lain and na hi close karnay main jaldi karin bilkeh every thing ko watch kar kay hi trading karin jes say ap ko loss kam and earning zaida ho sakti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee hain bhai is business ma sabar sy kam krna chaye or zuada profit ka lalch nahi krna chaye agir aap ko kam profit mil rha ho to woh bhi accept krin is luy k mujy ak bat 18$ profit mil rha tha man ny zuada profit ka lalch kua or trade ko close nahi kua to woh profit man bhi loss man gua sath mara deposit bhi lose hogua is business man aksir he asa ho jata hai
                              Removed by Moderator

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X