Analasis and indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analasis and indicators
    dear forex members main ye baat aap saath share karta hoon aksar members indicators ky bary main sawaal karty hai to dear ye sirf current movement market ki indicate karty hain jabky personal analysis py ki gaee trade ziyda profitable hooti hai ais lie indicators ky bajaye analysis py trading karna seekhneen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends kuch logn ka khayal ha k indicator achy hoty haen aur kuch log es ko acha ni bhi samjhty laiken mery khayal se indicator ko agr ap sahi samajty haen us pe ap ko kaam krna ata ha us k roles ka ap ko pta ha tu ap kr skty haen trading basharte k ap is ko sahi follow kro jo us k matbik 100% entry ho wohi laen tu tb ap profite kama sakty haen.actually indicaator hamari help k lye hi hoty haen.ksi bhi kaam ko krny k lye hamaen koi na koi tareeqa kar jisy indicator hi keh laen apnana perhta ha.jaisy k forex mein mukhtalif qisam k indicatir haen.en ko istemal mein laa k hm trading kr sakty ha.
    • #3 Collapse

      G han ap.ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k hum jab bhi trade karne lage tou us se pehly ache analysis kar lay kiu k anaalysia hunae zada achi aur profitable trade dete hay indicatore ki nisbat so i dicatore se behtar hay ap ache analysis kare ayr achi tradeing kare
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
        dear forex members main ye baat aap saath share karta hoon aksar members indicators ky bary main sawaal karty hai to dear ye sirf current movement market ki indicate karty hain jabky personal analysis py ki gaee trade ziyda profitable hooti hai ais lie indicators ky bajaye analysis py trading karna seekhneen

        Bhai forex trading ma indicater ka bhot zayada role ha kau ky indicater ky bghar him log profit hasil nhi KR skty ha is leya achy sy achy him logo ko indicater istmal nhi krna Chaya
        • #5 Collapse

          agar hum market main analysis karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main humay jald bazi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi say market main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay analysis kar kayhe trade karni chahiye
          • #6 Collapse

            dear yeah depend krta hai market pe kay kya chal rahi hai indicator b helpful hoty hain or sath me apki ki gai mehnat jis sy ap trend ka view le sakty hain indicators sy apk market ki chalakiya dekh sakty hain jaise kay divergence, over bought or over sold etc.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              jee haan aap ny boht achi knowledge share ki hai ky humin sirf indicators py he apni trade nahin karni chahyee humin apni trade ky liye planing bhi aor analysis bhi karni parti hai aor planing aor analysis py ki gaee trade ziyada achi aor profitable hooti hai ais liye humin chahyee ky hum apny analysis py trade karien

              اب آن لائن

              Working...
              X