forex me success honay kay liey timing ki bohat zada value ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me success honay kay liey timing ki bohat zada value ha
    dear traders agr hum forex me successfull hona chahtay hain to humainy apni timing par bohat zada dehan dena ho ga ku kay humainy best time par hi entry laini chahiey aisa na ho kay hamari entry 10 se 20 pips oper nichay ho is se ap kay capital par negative asar andaz ho ga humainy time par hi apnay profit ko gain karna chahiey market me kuch mins late honay ki waja se trades b loss me ja sakti ha news kay time
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai aap ny theek kaha hai ky forex main timing ki ehmiaat boht ziyda hai humin ais cheez main boht kaam karna hoo ga ky kis wakt kiya decision leena hai ager aap forex market main timly decisions na lay payeen to phir aap forex sy earning nahien kar sakty ais liye trading main achi timing boht matter karti ha hum sab trader ko apni timing py kaam karna chahyee
    • #3 Collapse

      Ji Bhai apki bat see amen agree karta hon aor timing ke hawale seaek bat add karta chalon ke sab see pehle apko trade lagane see pehle session ka pata hona chair aor jab sessions ke time ko control or Len aor in ke mutabik trade lagayen get to apko acha results mile aor apki achi earning hoge
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Yes dear member agreed aapko market Mein inter or exit ko define karna bahut zaroori hai market mein trade open karne ka Trika Yeh hai kya aapko Pehle technical Phir fundamental analysis karna Hota Hai market fast ho toh Jis side pe market ja rahe ho sideway entry naalo Kyunki trading mein Hame kuch Baaton ka bahut yaad rakhna hai Kisi Ko emotional control Kaha jata hai
          • #6 Collapse

            yes dear brother forex ko use kernay kalye time ke b
            pabandi kerni cahaye or us k bad ap ko markit kay tecnikal analayses ka pata hona chaye or us main ap phr trade open kernay se phele demo acount per practice kerni chaye or us k bad ap ko experience ho jay to real acount per bad main trade kerni chaye ...
            • #7 Collapse

              trading ki entery best timing pe he zaroori hoti hay baaz time kuch traders opportunity ko miss kar detay hain bad mei end pe enter hojatay hain aur samjhtay hain kay ye thek hay wo ghalat time hota hay trade mei enter honay ka cause market move kar chuki hoti hay so best timing pe entry best rehti hay...
              • #8 Collapse

                Yaha par for explain working karne ke liye upay standard ko accha level Tak banane ke liye aap Vyapam maximum time ke sath working karna hoti hai agar time long time ke liye investments generation profit business aur aap ka balance behan se acche se level Tak standard wala Ban sakta hai aapko Yaad Mein nibandh ke liye working ke liye time Dena hoga
                • #9 Collapse

                  G forex mn kamiyaabi agar cahty hn boys tu forex sy bany rahiya forex mn kamiyaabi Kliya time Dena bahot zrori hy mn ko btana cahon keh kuch boys left ho jaty hn forex sy left hony ki wajh hoti hy trading mn loss jub boys ko trding mn loss hota hy tu boys choor jaty hn forex ko aisa nh karna cahiya boys hmen agar forex mn kamiyaab hona hy tu mehnat karni hy aur time Dena hy
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay chahiye keh esmain dil lga kar time dai kar kam karen tab he hum market main achi eanring kar sakty hay es business main money management karty huway he kam karay main bhi faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear forex users
                      time bht matter krta hai kamiyabi hasil krne ky liye ye waqt kisi ka intezar nai krta
                      so apko apny time limit se out nahi ho ky trade krna wrna khasara hoga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X