best lots size capital per depend karna chahiey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    best lots size capital per depend karna chahiey
    ap ko apna best lots size apnay capital kay hisab se rakhna chahiey agr ap ka capital 100$ ka ha to ap ka best lots size 0.01 ha or agr ap ka capital 500$ ka ha to ap ka best lots size 0.05 ka ha is se hum bes money management kay hisab se trading kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap sahi keh rahy hain agar 100$ ka account hay to hamen 0.01 ki lot leniii chahiye hamen capital k hisab sy hiii lot ka size rakhna chahiye is sy hum big loss sy bach sakty hain agar hum kam capital py lot zyada size ki ly lety hain to hamary liye dangerous sabit ho saktiii hay... Money management k sath trading karna bahut zaroriii hay
    • #3 Collapse

      dera kisi bhi market main trade bhi hum apna capital deekh kar karty hai aor us main lot size bhi apny capital aor market ky spread ky hisaab sy lagaty hai specially hum jesy new traders ko jo ky learning process main hoon un ko chahyee ky lot size kam sy kam select karien taky learning ky saath saath hum apna capital bhi save rakh sakrien
      • #4 Collapse

        bhai jaan yeh humery account per depend karta hy is mn huemny chayeh k hum is mn agar jitna bhe zaida humera account ho ga is mn humeny itna he zaida faida ho ga is lye humeny cahyeh k hum is mn apny account k motabiq apna lots size set karey ...
        • #5 Collapse

          Best lot size ka bhot hi acha role apko chair agar apke pass 1000$ ka accAcco Hy aor AP apna lot size cruncy pair pe 0.10 ki rkhen aor metal pe AP 0 .01 ka rkhen ye equal hen aor apko in see acha profit mil sakta air AP apna money management behtar Kar sakty hen
          • #6 Collapse

            lot size ka trading career mien bhut zayada amal dakhal hota hai ager lot size zayada use kerty hien to ap ko es mien profit or loss bee us he hesab sy ho ga
            • #7 Collapse

              jee dear her trader apny capital aor market ky hisaab sy lot size select karta hai aor usi hissab sy wo profit bhi gain karta hia baki her trader us hissab sy bhi lot size select karta hai ky market kis cheez ki hai gold mai aap bari lot size ko select nahien kar sakty kion ky ye aik risky market hai jabky aap pairs main lot size ko barha sakth hain
              • #8 Collapse

                yes dear ap ne bilkul thek kaha hai k hamain lot size acount k mutabik select kerna chaye or us kalye naye trader ko apne stargty k mutabik he lot size select kerna chaye.
                • #9 Collapse

                  Dear members lot size according to capital selection zaroori hai mere hisab se $200 pay lot size point 50 se exceed nahi karna chahiye aur $100 capital pay point 20 yeah. 25 se exceed nahi karna chahiye yeah trade standard lot size ki limit honi chahiye take profit stop loss aapki trade ka lazmi Hisar hona chahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum sahi lot size manage kar kay trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main lot size humay apny capital ko daikh kar use karni chahiye tab bhe hum market main safe eanring kar sakty hay es business main sahi say focus bhi karna chahiye tab he safe earning kar sakty hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X