forex me jald bazi haram

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Bahi aap ki bat sahi hai asal main jald bazi karany walay jo insan hotay hain un ka stimna bhout he kam hota hai aur wo bhout jaldi dis-heart ho jatay hain asi liye kisi ko b Forex main jald bazi karnay ki zarorat nae hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex me agr jald bazi kro gy to nuksan kro gy aor akhar me account wash ho jy ga es leye soch samj kr ye kheyal krna ky forex trading me jaldi nahe krna he warna account wash be ho skata he aor es ko bachane keye leye must he ky ham ko ache trading krne chahye hosal se aor aram se
      • #63 Collapse

        trading me jaldi bazi nahe chalte he agr ham ko trading me success hona he to zaroori hote he ky ham ko chahye ky trading ko aram se sakoon ky sath kya jy to best earning ho ge aor profit be best ho ga agr jaldi ke to account wash hone ka be khatra hota he
        • #64 Collapse

          salam dosto,ay suna ha mana ka jald baze ka kam shetan ka hota ha lekin haram ka nai suna lekin agar ham apny molvi sahab sa b posh ly to best ha lekin forex ma jald baze loss dyti ha.
          • #65 Collapse

            ye baat to sch hy k forex me jld bazi nhi krni chahye kyn k jld bazi krny wala insan kbi business nhi kr skta hemen greedy b nhi hona chahye agr hm profit kmana chahty hn to forex ek esa business hy jis me jld bazi sy nuqsan uthana prta hy.
            • #66 Collapse

              g han dear forex mein jald bazi thek nahi is lye ap k pass acha hard work ka hona zarori ha jis sy ap kafi achi learning or earning kar sakty ho so ap k pass kafi acha knowledge or experience hona zarori ha jis sy ap kafi easy success hasil kar sakty ho
              • #67 Collapse

                dear hume forex me trading karte waqt sabar se trading karni chaiye jald bazi nai karni chaiye kyu ke ye ek risky business hai jis me humari little mistakes ki waja se hume bhut loss ho sakta hai or jaldi ka kamm shaitaan ka hota hai is liye hume market ko learn kar ke sabar se trading karni chaiye
                • #68 Collapse

                  wo trading ho ya kuch or is ka nuqsan hi hota hai hum jitna apne ko relax ker k trading keraingay utna hi humaray liay acha hota hai.Kisi bhe kaam may jald bazi nhe karne chahiyeh forex kay kaam may bhe kisi qism ki jald bazi ka muzaheera nhe karna chahiyeh
                  • #69 Collapse

                    is kam me aap ko kabhi b juld bazi nahi karni chahye ku k agar aesa hota hai to aap ko ye cheez nahi sajh ae ge aur yah pay analysis nahi kar sako gay k market up jae ge ya down jae ge.
                    • #70 Collapse

                      wese bhi jesa k hum sub ko pta hi hai k jaldi ka kaam shetaan ka kaam hota hai or kisi bhi kaam mien jaldi karne se hum wo kaam sahi se nahi sar anjaam de pate is liye trading mien bhi jald bazi karne se hum humesha loss mien rehte hain or kabhi bhi faida hasil nahi kar sakte is liye ap ko patience se kaam lena chaye..
                      • #71 Collapse

                        Haram halal ka to pata nahi lekin han apko nuksan zaror hosakta hai lekin aram se trading krne ka matlab yeh nahi k opportunity haath se nikal jae or ap sirf yeh sochte rahen k sell kron ya buy? balance rakhen timing ko or na jaldi karen bohat or na hi bohat time lagaen.
                        • #72 Collapse

                          bhai gee app log jis kaam me bhi juldi kerte he. os kam me app log ko loss hone ke zyada chance he. is liy app log forex trading me bhi juldi kaam na kere . app log is me planing aur saber se kaam kere ge too app log zyada profit earn ker saktey he.
                          • #73 Collapse

                            assalmu alaikum brother jald bazi ke nuqsanat sirf forex mein hi nai hain balke takreeban har business mein hain..jald bazi krnein se insan ko kuch ni milta hain siwae loss ka is liyein trader ko cahyein wo relaxe ho kar fresh mind ka sath kam karein or jal bazi se avoid karein
                            • #74 Collapse

                              jaldi ka kaam shataan ka kaam,,,jab hamary dill main zayada earn karny ka lalach a jata hai to phir hum jald bazi main trading karty hain and loss ko he face karty hain is liye trading main kahe bhe jald bazi nai karni chaye...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Bhai jaan jald bazi forex me to kya kisi bhi kaam main nahi karani chaiye.... Kyun k jald bazi main hamesha nuksaan hi hota hai ... hum jitna free or fresh ho kar trading karen gay utna hi humare liye acha or betar hai .....
                                м.αqєєℓ ѕнαнzα∂

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X