forex me jald bazi haram

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhai jana me apko is wasal kay bary me to yehi khan chon gi apko is me lafz haram nahi khna chahay q kay forex me jald bazi ager ap kary gay to ye haram to nahi ha pr ap ko loss ho skta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      G han forex ma agar ap jald bazi karh gy to ap ko loss hi ho ga or tarah ap forex ma kabhi bhi successful nahe ho sakty hn or is taah ap successful trader bhi nahe bun sakty hn
      • #198 Collapse

        jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and aur is kaam may jald baazi nuqsaan ka bais bannti hay
        • #199 Collapse

          g g dear foex main jaldbazi nahi karni chahiye. jaldbazi forex main kafi nuqsan deti hai. humain apny emotions ko control karna chahiye. buhat sy log aisy hain jinun ny jaldbazi main apna kafi nuqsan kea hai.
          • #200 Collapse

            my dear friend apki bat bilkul thk hai dost ap rato rat is business mian ameer ban sakte ho dost balke koi bhi business itnaasan nhi hota k wo apko rato rat ameer banade dost aur iskeliye apko kafi practice kerni paregi dost
            • #201 Collapse

              the desire to eliminate money is too breakneck many dimension and the resultant in the retrograde of your money so do not act option too early instead switch with cards.
              • #202 Collapse

                nai jald bazai haram to nai hai or yeh word use nai kerna chiya bohot 3rd class word hai yeh lekin jaldbazi ka bohot nuqsaan hai forex may b jaldbazi ki waja say bohot ziada loss ker chuki hu forex ki field may
                • #203 Collapse

                  the patience is the most important part of the forex in the forex if you will not do the trade with the patience then you cannot get the success that is why trade with the patience and skills and batter knowledge it will good
                   
                  • #204 Collapse

                    g ha sir hamy is business ma jald bazi nae karni chae bulky sooch smj kar koe step uthana chae is sa hamy hi fadia ha k ham kamyab ho sky gy...is k liy hamy experience or skill ki zarorat parti ha...is liy hamy chae k ham is business ma hard wrok kary ota k kamyab ho sky...
                    • #205 Collapse

                      ji han forex me jaldi nahi karen kabhi bhi bohat waqt hota hai is business me paisa kamane ke lye is lye jitan ho sak jaldbazi se bachen is me or mehnat se agey barhne ki koshish karen
                      • #206 Collapse

                        jald bazi kisi b kam me ho dear meray lihaz sy n is dunya k dastoor k lihaz say wo us insan k against e jati hy... soch smjh k planing say koi b kam kia jaey to us me insan zarur kamyab hta hy bht kam aisa hta hy k nakam ho
                        • #207 Collapse

                          bhai aap ne bilkul theek farmaya k jaldi krne hamesha loss hi hota hai. hamesha forex trading mei thanday dimagh se sochna chye. us ko differnt tariqe se dkhna chye taa k hum aur aap ek bare nuqsaan se bach sake. aur wse bh sabar ka phal meetha hota hai.
                          • #208 Collapse

                            bhai jald bazi haram to nhi hai mery khyal se mgar han jald bazi se faida nhi hota hai aur hum loss kr bethty hain jis ka humein andaza bhi nhi hota hai to tasali se kam krna chahye trading jald bazi ka kam nhi hai sakoon aur tasali se krne wala kam hai.
                            • #209 Collapse

                              ji haan ajanb bilkul sahi baat hai forex trading main jald bazi boht ziada loss ke chahnces paida karti hai is liye bahter hai ke hum aram se easy ho ke apne kaam ko samjhain aur karain werna hamra loss ho jae ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                G hann humein apne emotions ko control krna chiye aur jaldi bazi se kam ni lena chiye q k loss ho skta ha aur earning ni ho skti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X