Meri sab sy badi ghlti forex mein - aik bhot bada sabaq sab kay liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meri sab sy badi ghlti forex mein - aik bhot bada sabaq sab kay liye
    Dost, mjhy forex mein ayee huye aik saal honay wala hay lakin meine apni ic forex ki zingi mein itnaa search kiya jitnaa shaid hee ksi ne kiyaa ho - mjhy sb sy ziadaa ilm ice foroum sy hasil hua, mein aj ap logo ko apni sb sy badi ghlti jisay mein smjhtaa houn kisi bhi nayee anay walay treder ya kisi ko bhi nahi karni chahye - aik dafa mjhy bonus milaa taqreban 100$+ ka meine uc par apne behtreen analysis kr ky tredes lagayein - ab meri treders munafa mein chalnay lagi mera munafa taqreban 180$ tak ja pohunch meine Gold par trede ki thee - uc waqt mein mony mnagment ko aik fazool si chz smjhtaa thaa yehe schtaa tha ky yeh kuch bhi nhi jitnaa kamana hy kamao fr meine aik ghlti ki 180$ trede munafa mein hnay ky bawajood meine 0.10 lot ki aik aur SELL lagaa de - chonkay mjhy apnaa 250$ trget poraa krnaa thaa wo bhi aik hee din mein lakin merket ne retrace liyaa aur uc ky bd meraa jo prft thaa wo bhi gyaa aur acount sara khtaam hgyaa

    ic mein hmein do chzein sekhnay ko milti hein aik to hmein lalch nahi karnaa chahye jitnaa market dy rhee ho bs utnaa hee lenaa chahye - dusraa yeh kay ap ko chahye ky ap money mngment ko har halat mein apnayein chahye jese bhi sorat hal hoo yeh ap kay acount ki growth mein bhot ziadaa madad gar sabit hotta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhot khoob kaha hay hmein har traders ki zindgi sy kuch na kuch sekhnay ko mil he jata hy yeh ham jese naye anay walay traders kay liye aik sabaq hotaa hay jo bday traders ghlti krty hein agrr wo apni sari ghltiyaan btyein to koi bhi shakhs asaani sy aik badaa trader ban sktaa hay
    • #3 Collapse

      G bilkal sahi lalch bohat buri cheez hai is main hume bilkal be lalch nai krni chaiye jo market de rhy hao is py guzra krna chaiye jo profit ho os ko foran withdraw kr lena chaiye koi pta nai hota market k kab account wash ho jaye
      • #4 Collapse

        Well dear you are absolutely right hr bndy ka apna mind hota ha or mostly log ye galti krty hn dear Forex trading ma ye bout achi bat ha k hm aik target set kr lain but hmara target wo hona chaiy Jo hm easily achieve kr lain or market ko exit kr jain lot ko bara lgana apny emotions py control na krny k mutradif ha so agr hm achi trading chaty hn tu hmain apny emotions ko control krty huy mony management krni chaiy ta k hmain aik acha profit hasil ho jay
        • #5 Collapse

          Jo cheez Forex ki market main main ne note ki hai ke humain hemsha greed marwati hai Forex ki market main agr ap ne 180$ bana liye the to ap ko wait karna chaiye tha or pairs pe hi Trading karni chaiye thi ku ke gold pe trading bi thik hai but Gold pe trading high risk bi ho skti ha or Gold pe trading ke liye minimum lot use karna bohat zaruri hai jo ke bohat se log nae karte hain.
          • #6 Collapse

            g bhai jaan ap ny bilkual thek kaha hy mmn ap ki bat sy bilkual agree hno humenyu chayeh k hum os mn zaida sy zaida soch samjh kar kaam kary kaun k agar jo bhe bnda is mn soch samjh k kaam kary ga is ko boht faida ho ga laken agar koi ghalti ho gi ho tu is ko sakhna laken pori tawajh sy sakhney ...
            • #7 Collapse

              bhut achi bat ki hai ap ny kforex k trading mien ap ki tarah jo bee greed kerty hien wo es mien sewaey loss k kuch bee hasil ni ker sakty hien es lye money management zarori hai ta k hum es mien aa ker behter tor per earning hail ker saky
              • #8 Collapse

                dear brother sab se bari ghalti ak naya trader ker sakta haai k eo market k analayses ko sahi traha se nh ssmjh sakta or akser wo TP or SL point ko select kerna chaye wo nh kertay..
                • #9 Collapse

                  Share karney keleay thannks janab Story achhi aor sabaq amoz ha iss se yeh baat clear hoti ha keh kabhi bhe forex trading men low and low micro lots par trading kartey huay aggar kuch earning ho jaey to next trade hamesha aesi money managment se karren keh loss ki sorat men sirf zeada se zeada profit jaey money na jaey
                  • #10 Collapse

                    I am in new.....😊😊...
                    So filhal mjhe experiecne nae hai...wrna mai apni galti aur us se mila lesson sub k lia zaror share karta....aur sub ko inform b zaror karta...
                    • #11 Collapse

                      g han agar proper planing key sath trading ki ho to ham greed aur emotions ko control kar sakty hey hamari trading hi hamy acha lesson de sakta hay agar ham profit be earn karty hey to us me be lesson hota hay aur loss karny key bad be hamy apni mistakes ka knowledge ho sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        yahi chez hain forex main main ne kahi baar dekha hain k merket kahi b move hso skti hain aapko apna daily ya weekly ka terget purna karna chahiye 180$ bhto he achi amount thi really bhot he achi small lot k sath humhain acha profit le k niklna chahiye daily 1 he trade opan ho 0.05 ki and 10 pips 1 trade say and 10 pips dosri koi b trade say jo k 10 pips merket easy move kar jati hain agar apk pas forex ka thora bhot expirince hain tu really 200$ pay b hum daily bhot he easy bhot he easy 10$ earn kar skte hain 10 10 pips le kar jo k aapne apna 180$ ka profit b wash kar diya hain forex k sath long time chalne k liye humhain zarori hain k forex ki money mangemnet ko samjhy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          thanks for sharing knowledge able post apki bt 100%theek h jtna markeet dy rhi h us py ee itafq kia jaye na ko kisis ki qisn ki lalch ki jaye apne accont ko maintan krny ky apko lot size km se km tkhna rkhna cheheye or lalsch ksi b qism ki ki krni r money managment bahut ziyda matter krti h es mein q k 1 ee din koi target pura ni kia jata

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X