forex trade me mere knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    jab hum ziyada pairs per trading karte hain to un ko analyze karna difficult ho jata hai Aap eek he trade lagao or us main say 4 trade barabar munafa bhi nikaal Saktay ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      her ak apne stragdy hoti hai trading karne ki aur profit earn karne ki ye jo ap ne bataya hai wo ap ki stradgy hai forex per profit ko earn karne ki mager ma sirf ak hi trade karta ho aur us se hi profit ko gain karta ho
      • #63 Collapse

        bhai aik per ziada work karen ya choti choti bohat sari trades lagayen ge us per ziada work karen ge aap jesa chahen kar sakte hain aap ko jis me experience ziada ho ya profit margin ziada dikh rha ho wahi select karen .
        • #64 Collapse

          yahan forex trading mein har kisi ki apni apni knowledge hoti hai jis per trading karty hain. mere knowledge bas abhi yahan is forum ki had tak hai
          • #65 Collapse

            dear forex trading me hamari knowledge best ha ham ne bhot se month lagaenhain knowledge gain krn me knowledge ka hona bhi must ha tb hi ap bhot kuch hasil kr skte hain
            • #66 Collapse

              forex trade me mere knowledge.brother forex may ap har din knowledge latay hany.is liey my abhi bhi trading say kuch na kuch sekh raha hoo.
              • #67 Collapse

                forex mein knowledge hna chayie aur luck and experience bahot hi important hay ager ap experience gain karna chatay hay tu ap ko demo trading krni hogi kuch log kehty hay kay demo trading boring hay but yeh bahot hi important hoti hay sab kay liye is say ap forex ko understand kar saktay hay aur forex say acha profit make kar saktay hay .
                • #68 Collapse

                  forex trading main mere knowledge jee bahi forex trading main muja kuch zada time nahi hoi aiy laken muja pata han trading main jis ka knowledge zada han wo kamyab trader han forex trading main profit hasil karny k laye ap ko hard working karna hogay. forex trading aik international business han is business main kamyabi experience aur knowledge se han.
                  • #69 Collapse

                    assalmau aylakum dear firend forex me aap k pas jitna zyada knowledge ho gaa aap ko utnay he zyada yaha pay profit k chences hon gay aur ap ke paass ache knowledge ka aur acehstragity ka huna lazem ha
                    • #70 Collapse

                      forex me knowledge ho to bohat profits aap earn karte hain lekin hamesha us ko he is business me kamane ko milta hai jis ke pas experience or knowledge ho or us insan me apne profits ko or earnings ko maintain rakhne ki salahiyat ho wahi successful ban sakta hai is business me .
                      • #71 Collapse

                        jee han main ap ki bat se agree hoon k hum aik trade se he profit earn ni ker sektay is lie humain forex trading se huge profit earn kerne k lie aik se ziada pairs per trading kerni chahie ta k ager aik trade main loss b ho jay to hum other trades se is loss ko recover ker skain aur asa kerne k lie trader ka capital strong hona chahie.
                        • #72 Collapse

                          forex trading mien apko chahiye ke ap iski bharpoor knowledge ko haasi karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien agar ap tareeqe se trading karenge to hi ap kamiyab hoskate hian.
                          • #73 Collapse

                            ap ki bat theek hai but zyada trades ku control kerna koi asan kam nae hai. ye sara kuch possible hai but ic k liye experience ki zarurat hai oc k baad ap kafi sari trade ku aik waqt man handle ker sakty hain.
                            • #74 Collapse

                              Agar aap market key trend ko follow krain gey to aik trade sey bhi acha profit earn kr lain gey. Multiple trades main kam karna dangerous ho sakta hy. Jab tak hamain forex trading ka experience nahi ho jata aur hum trading skills nahi seekh jatey, aik hi trade main kam karain to behtar ho ga aur multiple trades use na karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Multiple trades par kam karna dangerous ho jata hy aur loss ko control nahi kia ja sakta. Is leye jab tak forex trading ka experience nahi ho jata, aik hi trade main kam karain aur jab aap dekhain keh aap ko trading ki samjh aa gayee hy aur trading perfect ho gayee hy to different trades sey faida uthaya ja sakta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X