trading krte waqt analyse or faisla leena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krte waqt analyse or faisla leena
    salam friends,

    akser mene ye dekha hai k new traders jab wo trading me atay hain to pehle un k lia analyse market ko krna mushkil hota hai or us k bad agar wo acha analyse krne lag jate hain demo par profit bhi banane lag jate hain to wo phir jab real account par a kr trading krte hain to unko kafi loss hota hai q k uski bari waja ye bhi hoti hai k wo faisla dair se krte hain market analyse kr lene k bad q k market me sahe waqt par sahe faisla krne se he hum acha profit bana skte hain dosto esi lia analyse k sath sath apnay faisla krne ka power ko bhi increase karen ap log shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum bhai jan apne bht achi bat ki hy kun k aisa aksar hota hy k log trade krne k liay faisla nhe ly paty or is ki main reason hy knowledge or experience ki kami agr kisi k pass knowledge or experience hy to wo market ko analyse krne k bad trade lgane me time waste nhe krta
    • #3 Collapse

      Dear brother humvgab bhi trading karen to as say pahly markt ko achi tarah analeses kar lain aur pher hum faila lain k hamen kiss tarah trading karni hy aur agar hum soch samagh kar koy bhi kam karty hain to hamen os ka faida melta hy
      • #4 Collapse

        bilkul bhai i agree with you theek waqt per theek faisla lena hi trading hai ager aap faisla lene mein takheer kren ge to phir apko loss hi ho ga kyun keh ek waqt hota hai jab ap ko us trade mein profit milta nazar ata hai tb ager late kren ge to phir to loss e hona hai us mein phir profit ni mile ga apko is lie waqt ka khayal kren
        • #5 Collapse

          Market ko analysis karny se trading ko faisla 100% right ho sakta hay aur hamy winner bana sakta hay, jo traders market ko analysis karna janty hey mery khayal me us ko loss hony key kam se kam chance hota hay aur yahi advantage us ko successful hony me help kar sakta hay.
          • #6 Collapse

            yes bilkul asa he hain new trader merket ko thek tara nhe smjte hain merket ko thek tara nhe dekh skte hain k merket kaha move ho skti hain merket ko anaylis karna itna asan nhe hain merket ko thek tara samna hota hain k merket kaha move ho skti hain matlb k kitne chances hain k mekert kaha say kaha jah skti hain haar 1 chez ka leval hota hain merket b apne level k hisab say chalti hain merket main hum ye fisla le lete hain k bas ye trader opan ki or humhain bas is trade say paka profit hoga but asa bilkul b nhe hain merket ko thek tara smjna hota hain merket ko thek tara analyse karna hota hain merket ko dekna hota hain k merket ne kis level ko break kiya hain or merket aaab kaha move ho skti hain ye sab sekna hota hain forex main
            • #7 Collapse

              g han bhai apki bats hai hai or main apki bat se agree hun mera khyal hai k jub hum demo account main trading karty hain tu os main bhi real account ki trah strtgy ko use karen ta k jub hum real account main trading karen tu achi trah apny anlsye ko use kar k trading karen jis se hum apni trading main achi eraning bhi gain kar saken
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jee haan bhai aap ny boht achi baat ki hai market main sirf ye he nahin hoota ky aap analysis karna seekh laien to aap ko trade ka result acha aye ga ais ky liye timing boht important hoota hia aor ager aap time py decision laany ki ability rakhty hia to aap ko acha profit hoota hia aor forex trade main timing ki bohat importance hai

                اب آن لائن

                Working...
                X