important ek 1 baat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Bhai forex koi small or limited business nahi hai kai aap kisi bi aik baat ko follow karengy tu profit hoga or koi bi aik baat avoid kar kai loss sai bach sakty hai, Forex trading kai liye pehly baat is ki bachy si learning or sath hi practice krny hai, or bohat zyada experience ki zarorat hoti hain, waisy agar aap sirf lalich ko bi avoid kar dai tu aap ki profit barh sakty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      greed or jald bazi ka nuqsan he forex me sab se ziada hota hai jab aap lalach karne lagte hain to us ki waja se he aap ko losses ziada hote hain agar lalach ke bina forex me sahi tarha se analysis ke sath working kari jae to phir nuqsan bohat kam or profits ziada ache se hone lagte hain .
      • #78 Collapse

        Asslam-o-Alakum my dear brother forex trading main loss se avoid kerne k lie aik ni belke bohat se batoon ka khyal rekhna perta hay but aik bari bat ye hay k ager trader k pass forex ka perfect knowledge ho to wo forex main loss se bech sekta hay aur profit b earn ker sekta hay knowledge k bgair hum forex main successful ni ho sektay.
        • #79 Collapse

          jab hum trade main kam karty hain to humain loss hota hay humain hard work karty hain to humain achi earning hasil ho saky practice kar kay hard work kay kam karna ho ga tab loss km ho
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #80 Collapse

            humain is main kam karna hay to humain learning kar kay practice say kam karna ho ga jis say humain loss km ho ga humain demo ko use kar kay practicec say kam karna ho ga
            • #81 Collapse

              Forex market main aesa koi jadoo nehi ky ap just aik bat na kerain tou ap loss sy bach jaty hain forex market main kafi sary factors involved hoty hain jo apky loss ka sabab banty hain ky agar sab removed hon tab apki trade successful ho sakti hai jesy emotional control carelessness trading with absent mind etc
              • #82 Collapse

                Ap ki money management forex main ap ko loss say bacha sagti hai our jo bhe trader apni money ko manage ker k kaam kerta haii us ko loss nahe hota hai
                • #83 Collapse

                  Agar aap ney loss sey bachna hy to phir small volum of lots use krain aur ziada profit key leye greed na karain. Small profit accept krain gey to yeh big profit ban jaye ga. forex trading key doran yeh bat mind main rakhain keh profit sey ziada loss sey bachna hota hy. Jab aap loss ko control kr lain gey to profit automatically increase hota jaye ga.
                  • #84 Collapse

                    hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum acha earn karein gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur rules ko follow kar k earning ho saky gi
                    • #85 Collapse

                      Bhai wesy tou kafi factor hain jo asarandaz ho sakty hain magar mai itna kahon ga k hamen trading bina kisi khaouf k karni chahye kyo k hum mein sy aksar log loss sy darty hain jis waja sy wo kam hi trading mein profit kar paty hain
                      • #86 Collapse

                        Forex market mn trading krny k liay Sab sy zaruri hai k hamry pass trading ka acha knowledge aor experience ho aor trading krty hoy hamen relax aor fresh mind sy trading krna bahut zarori hai aor greedy sy aor emotion sy avoid bahut zaruri hai successful trader banany k laiy
                        • #87 Collapse

                          bhai trading main aik aise baat jo ap k liyay bhot zaida important ha meray khayal sy ap ke money management ha agar ap volume soch smajh kr lagaty hain tw apko bhot faida hota ha is sy aur ap kam sy kam loss khaty hain money management k through
                          • #88 Collapse

                            the one thing which is the most important in the forex trading is that we must have knowledge many of us do loss just because lack of knowledge and we have not enough experience we should get experience and do practice on demo account for long time.
                            • #89 Collapse

                              Re: important ek 1 baat

                              aap ka is ma stop loss ka set karna entery point par our is ma aap ko aik be $ ka loss nhe ho ga is ma aap ko pahlay market ka analysis karna cahay tah is ma aap ko news ka wit karna cahay is ma aap ko indercater ka use karna cahay is ma aap ko is ma sahi time par market ma enter hona caahy is ma aap ko is ma ache trah sa pahlay is ma kaam karna cahay is kay bad he aap ko is ma knowlged sa trad karne cahay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: important ek 1 baat

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Lumcanea پيغام ديکھيے
                                forex trding k doran wo kon c ek 1 baat hay jo hum ko loss se bachate hay please help me apne apne ek 1 bat raye de i am wait please
                                Assalamu Alaikum Meri knowledge ke mutabik wo ek baat Ya Hai Jo Hume Forex trading mein bahut se bachati hai ki Hamare Paas experience knowledge aur Sahi analysis Hona chahie Jiske bawaqt istemal Se Hum Log se Bhar sakte hain Shukriya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X