Blind trading invites loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Blind trading invites loss
    Ap logo main say aksar meri ic bat say agree krain gay k jis banday nay tukkay pay trading ki ha yeni k blind usko ziyada tar loss hua. Blind trading main aik dfa ya 2 dfa to profit a jati ha lekin us main jb loss hota ha to account wash tak ho jata ga so apni apni raye ka izhar krain please.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan blind trading har giz na ke jaay aur proper knowledge aur information ki buniyad par trading ki jai. Agar aap binna soche samjhe blind trading Karenge toh aap ko uska bahut nuksaan uthana parh sakta hai. iska betar hal yeh hai ke aap Pehle Apne analysis kare aur uske baad trade Lagaye.
    • #3 Collapse

      Bahut achhi bat ha blinde trading woh log kar sakte han jo ghalbun forex men business karney ya baqaeda part time job ya profession ka sooch kar nahen aate han balkeh visite par aatey han iss doran tukka lag geya to naseeb wagarna kha makha loss kar deya without experience and complete strategy trade risk ka tukka dua ha kayab hota rahy har kissi ka
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
        Ap logo main say aksar meri ic bat say agree krain gay k jis banday nay tukkay pay trading ki ha yeni k blind usko ziyada tar loss hua. Blind trading main aik dfa ya 2 dfa to profit a jati ha lekin us main jb loss hota ha to account wash tak ho jata ga so apni apni raye ka izhar krain please.
        Bhai aap bilkul theak keh rahy hain blind trading ko mai juwwy ka name doon ga is mai apko nuqsaan k chances ziada hoty hain nisbat profit k isiliye jab bhi koi bhi order lagain to market ainalysis kiye bgair matt lagain
        • #5 Collapse

          Blind trading kabhi kabhi tou apko acha profit bhi dy jati hai lekin all the time luck favour nehi kerti aur blind trade open kerny per loss hona shuru ho jata hai aur bahot jald account ka safaya bhi ho jata hai isliay trade hamesha achy analysis kerny ky bahd open kerain ky kuch profit hasil hony ka chance bhi ho
          • #6 Collapse

            Blind trading mean luck per trade open ker lena kisi bhi pair main ky agar qismat achi hui tou profit mil hi jaey ga lekin is terha sy trading kerna profit nehi deta balky loss zyada hota hai ky ap apna investment balance bhi pura nehi ker paty ky agar loss ho tou increase ho hota rehta hai aur account bhi saaf ho jata hai
            • #7 Collapse

              agar hum blind trade karen gay to hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh esmain dil lga kar time dai kar mehnat karen kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay esmain khoob mehant karni chahiye tab he safe reh sakti hay
              • #8 Collapse

                Hamen trading kerne k liey ziada se ziada trading knowledge hasil kerne ki zarorat hai. Jitna ziada knowledge ho ga utni zida achi trade ho gi
                Aur trading tukkey pe ni chal sakti is k liey mehnat chahiey. Meri un tamam friends se request hai jo tukkey aur andaze pe trading kerty hain k wo apney knowledge ko increase kren phr trade kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Blind trading invites loss

                  hum jab trade karty hain to is main kafi practice kar kay kam karna ho ga kun kay agr hum is main achanak say trade ko uth lagana kafi risky ho sakta hay is main agr success hasil karni hay to market ko watch kar kay trade main ana ho ga jis say hum market ko watch kar sakty hain or is main trade kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Blind trading invites loss

                    forex may jab hum kam karty hain to hamay is may so samaj kar kam karna chahey pher wo chahey post ho ya trading q kay ager hum is may bager soch samajh kar tooka bazy say kam karay gay or galat malat likhay gay to is may hamay siway loss kay koch hasil nahi ho ga lakin ager hum is may achay knowledge or experience kay sath kam karty hain to pher is may hamay acha profit hasil hota hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Blind trading invites loss

                      g bilkul ap na theek e kha ha blind trading ka hwala sa meri bh yhi rai ha dear blind trading krta hova ap aksar loss e krta hn han agr ap ko kuch strategy ha and woh a ko signel da rhi ha ka ap es pr trade krn to without any tension ap log trading krn han apna lot size itna rakhan ka ap kuch din trade ko hold bh kr skn and sath mn kuch mazeed trades bh la skn dear best of luck
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Blind trading invites loss

                        Blind trading some time profit deti hay lakin zayada ter is say trader ko losses hi hotay hain. que kay wo nahi janta kay market kis taraf ja rahi hay. market direction main move ker rahi hay ya correction ker rahi hay. is liye jab trader ko market ka andaza hi nahi hota kay is ki mvoe kia hay aur currency market kis situation main hay to wo losses ki waja banti hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X