Maximize your profit without emotions?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximize your profit without emotions?
    I want to know that how to maximize your profit without fear and without any risk. of course there is always chances of losses and risks.is this possible to earn easily?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jahan tak mara khayl hy har trader ko zaroorat hoti hai apne emotions per control karne ki agar aik trader apne emotions per control kar leta hai aur apne aik target ko le kar chalta hai iss business main tou phir mere khayal se woh aik achi trading kar kay acha profit earn kar sakta hai.
     
    • #3 Collapse

      Maximize your profit without emotions?

      I want to know that how to maximize your profit without fear and without any risk. of course there is always chances of losses and risks.is this possible to earn easily?

      JK,H,H,
      • #4 Collapse

        jo banda trading me emotion ko le ata hai us k lye yaha pay kaam karna mushkil ho jata hai is lye hame vb chahye k hum yaha pay apnay kaam ko aram say kare aur ye kaam ko search kare k akhir ye kaam real hai ya fake.
        • #5 Collapse

          aesa koi rasta nahi hai jis me na to koi risk ho na he koi loss or sirf ap ka profit he maximise ho sakay ap in chezp ko demag say nikalo ap ke skill ko demage krain gi
          • #6 Collapse

            jesa k hum sub ye jante hain k forex aik risky business hai or is mien loss k chances bohat zada hote hain lakin ap is ko zada se zada learn kar k is ki zada se zada practice kar k is pe loss k chances ko kam kar skate hain or apne profit ko maximize kar skate hain through learning process...
            • #7 Collapse

              forex business ma successful honay k lye hamain just forex trading knowledge ki zarorat nhe hoti ha. hmain apnay emotions par bhe control hona chaye. kyn k emotions ma akar hum koi na koi galti kar daty hn. isi lye better ha k hum emotions par control rakhain or separate room ma trading karain .
              • #8 Collapse

                assalamu alaikum dekhein mere bhai mere khayal mein to it is not posible risk to ap ko kisi na kisi stage par aa kar zarur lena parta hain..agar aap sirf loss ka dar se risk ni lege to aap peche reh jaege bro..business mein to risk lena parta hain..so apne upar confidence rakhtein hue risk lo INSHALLAH profit hoga.
                • #9 Collapse

                  i think mary khayal sa maximize your profit without fear and without any risk of course there is always chances ha...............
                  • #10 Collapse

                    trader apne emotions per control kar leta hai aur apne aik target ko le kar chalta hai iss business main tou phir mere khayal se woh aik achi trading kar kay acha profit earn kar sakta hai. har trader ko zaroorat hoti hai apne emotions per control karne ki agar aik trader apne emotions per control kar leta ha
                    • #11 Collapse

                      Hamari trading me hamara sirf fearless hona hi kafi nahi hai kiun kay fearless ho kar bhi hum loss kar sakty hain wo is liay kay jab humen market ka experience hi nahi hai tu fearless kaisy hoa ja sakta hai tension wahi ki wahi rahy gi. Trading me humen confidence tab ata hai jab humen exact position ka pta hota hai or stop loss ki waja se loss ka bhi khatra nahi hota.
                      • #12 Collapse

                        forex me profit karane me bahut hi risk hota hai par namunkin nahi hota hai aap forex me bahut sara money kama sakte hai par usme aapko bahut hi hard work karana hota hai to hio aapko bahut sara prfoit kama sakte ho aur aako emotion par kabu pana hoga to hi aapko loss kam hota hai ya nahi hota hai
                        • #13 Collapse

                          dear friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoon hamy chahyie kai ham forex trading mai apny emotion ko control kary taky ham forex trading mai success ho jai
                          • #14 Collapse

                            bhai trding ek riski bussnis he is me galti ki koi bhi gunjaesh nhi he qk is me thori c bhi galti hamen kafi loss ki trf le ja sakhti he is liye hamen chahiye ham is emotion pr qaboo rakh k kam kren qk ham guse me esi trade bhi open kr sakhte hen jo loss ka sabab bhi ban sakhti he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes in the forex trading we should also control the emotions they are also not the good for the trading they are the bad that is the right but it is also the right that to avoid it ,it is also not the easy work

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X