Real trading main pehla week ap ki next trading main kia asar chorta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Real trading main pehla week ap ki next trading main kia asar chorta hy
    Forex trading main jab ap trading shuru karty ho to ap ka jo pehla week hota hy jo trading k doran ap stretegy aur annaylsis apnaaty ho yehi treeqa next trading main hamesha ap k sath rehta hy to is liy ap ko chahiy k ap jab forex trading main trading shuru kro to bahut hi care aur annaylsis k sath trading shuru kro ta k ap ko next trading main kamyabi ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main asa he hain jaaab 1st week hota hain or hum tuky lga k trading karte hain tu profit le lete hain pher next week loss kar dete hain forex main daily trading karni chahaiye or daily he apni trade say niklna chaiye haar week humhain learn karna chahiye k hum ne last week kiya ghalatiya ki hain us ghalatiyo ko dobara nhe dohrana chahiye lasr week ki ghalatiya humhain note kar leni chahiye k hum ne ye ye ghalti ki han jis say humhain loss hova hain wesy merket hain main dekh chuki ho k tp ki price tak merket aa kar wapis loss main chaki jati hain i know k asa ho chuka hain or stop loss hit ho jate hain
    • #3 Collapse

      real investment k bad jab banda pehla week trading karta hae to agr usko naffa aa jaey to uska hausla bahot boland ho jata hae aur agr wo pehly hafty hi loss kar jaey to wo ik qisam ka dar jata hae aur usky dill men ik khof sa ajata hae jo k bahot arsy k bad ja k nikalta hae aur kafi learn karna parta hae.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
        Forex trading main jab ap trading shuru karty ho to ap ka jo pehla week hota hy jo trading k doran ap stretegy aur annaylsis apnaaty ho yehi treeqa next trading main hamesha ap k sath rehta hy to is liy ap ko chahiy k ap jab forex trading main trading shuru kro to bahut hi care aur annaylsis k sath trading shuru kro ta k ap ko next trading main kamyabi ho
        Hanji main aapki baat hai bilkul agri Karta Hoon Main Jab Bhi trading Mein Koi Bhi order open karna ho to Hame chahiye Ke Hum Uske liye Har dafa new analysis Garima Ji ko Phir order Lagai Kyun Ki Maa Ki kutta and change Hoon Main Koi pata nahi lagta
        • #5 Collapse

          dear bhai ak naya trader kbhi bhi invest mint ker trading nh kerta kun k us forex k baray main koi knowledge or experience nh hota.han jab wo posting ker k apna acount banata hai or us ke phele trade weake ho jati hai to posting ker k recover ker leta hai.
          • #6 Collapse

            G bhai mn ap ko btana cahon ga keh jub hm pahli trade lagaty gn tu agar hmen kesi na kesi tarah sy loss ho jata hy who es lkya hota hy keh hm Abhi new trade laga rahy hoty hn to kahin na kahin hm mistakes kar jaty hn aur hmen loss ho jata hy liken jub hmen loss ho tu hmen sanmbhal Jana cahiya aur 2osri baar achi trade lgani cahiya aur 2osri baar trade lagaty time Pahky hemn planing karni cahiya thnaks
            • #7 Collapse

              Real account main agr ap apna phela week sahi tara se spend kar lete hian matlb jo ap Trading karte hain wo complete money management ko follow karte hue karte hain to ap ko idea ho jata hai ke ap sahi trading kar skte hain to ap next week main usi management se trading karia.
              • #8 Collapse

                aap is mein jitna ziada senior hotey jayengey aap ko is main utna hi ziada experince hota jayega aur aap phley wek se ziada profit dusre wek mein kama sakengey lekin apke analysis achey hon aur apki trading mein achi decipline ho tab hi aap is main kamiyab ho saktey hein.
                https://t.me/pump_upp
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main real money earn karna chahty hay to sab say pehlay forex trading ko achi trha learn karen kyun keh learn kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time dai kar kam karnay main he faida hota hay es business main money manage kar kay kam karnay main he faida hota hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X