Trading mai over trading s fida hota hai ya nuksa?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai over trading s fida hota hai ya nuksa?
    Dear jab hum over trading krta hai matlab jab ak s zyda trade lagata hain tu hum fida ka or nuksan zyda hota hai kiun ka loss ho jya trades mai bara hota hai ap log kia kahta is bara mai apni raya ka azhar karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends, jab koi over trading karta hay to woh ek hi wakt main sari trades ko manage nai kar sakta, jis ki waja say us say koi mistake ho jati hay jo loss ka sabab banti hay...so friends main to yahi kahon ga k hamain ek wakt main ek hi trade open karni chaheay ta kah usay achay tarekay say manage kar sakain aur profit earn kar sakain.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
      Dear jab hum over trading krta hai matlab jab ak s zyda trade lagata hain tu hum fida ka or nuksan zyda hota hai kiun ka loss ho jya trades mai bara hota hai ap log kia kahta is bara mai apni raya ka azhar karain
      Over trading say to kabi aapko faida nahe ho sakta hai. Aur jab bhe aapko hoga to loss he hoga. Kun kay overtrading karna sirf 2 wajohaat ke bina par hota hai. Ya to aap ko lagataar loss ho raha hota ha ya phir aapko lagataar profit hota ha aur aapko uski chakar main over trading karty hain. Aur jabb bhee aise hota us kay asraat bury he hoty hain.
      • #4 Collapse

        G dear ap ny achi bat share ki ha forex trading ma kam krty huy log bout exited ho jaty hn or jb profit mil rha hota ha ya loss ma jaty hn tu wo over trading start kr dety hn ye kbi lalch ma or kbi tansan ma pressure lety huy hota is ma zayda tar loss hi hota ha hmain is loss sy bachny k liay kbi over trading ni karni chaiy money management krni chaiy apny mind ko cool rakh k trading krni chaiy
        • #5 Collapse

          over trading nahi krni chaya warna bohot bara loss ho ga over trading s ap zyda profit tu one ya two time kama sakta hain laken agr ap ak ya zyda s zyda 2 trade lagain ap ko profit kam ho ga laken long term tu ho ga or agr ap 2 y 3 dafa over trading kr ka bara loss krta hain tu kia fida tohra profit lain long term lain
          • #6 Collapse

            Forex trading main overtrading ka koi faida ni hota ,iska ap ko nuqsan hi hota hy agar ap chahty ho k ap bahut ziada safe treeqy sy forex trading main trading kro to ap kabi bi overtrading ni karo aur aik time main sirf aik hi trade lga k trading kro is sy ap ko bahut ziada faida ho ga
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
              Dear jab hum over trading krta hai matlab jab ak s zyda trade lagata hain tu hum fida ka or nuksan zyda hota hai kiun ka loss ho jya trades mai bara hota hai ap log kia kahta is bara mai apni raya ka azhar karain
              Overtrading karne se traders ko kabhi bhi fayda nahi hota credit score over trading Karke loss ke Jaan Se Jyada hote hain isliye Kabhi B overtrading Na Kare aur apne account ke hisab se trade kare
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                Dear jab hum over trading krta hai matlab jab ak s zyda trade lagata hain tu hum fida ka or nuksan zyda hota hai kiun ka loss ho jya trades mai bara hota hai ap log kia kahta is bara mai apni raya ka azhar karain
                Ji Bhai aapne bilkul theek tha Forex trading Neha mein Hame overtrading car bahut nuksan Hota Hai Kyun Gaye Hum Ek new used hone ki wajah se Jyada Naraz Nahi rakhte aur ek limit Se Jyada trade kar lete hain
                • #9 Collapse

                  trading main over trading say bhot he ziyda nuksan hota hain really bhot qk kuch asy trader b hain jin ko the tara trading nhe aati hain unko pata nhe hota hain k merket kaha move kar skti hain par pher b vo 1 or buy ya sell laga kar trader le lete hain jaab k pher unhi traders main phans jate hain over trading karna mere khayal say apne accoutn ko wash karna hain over trading bhot he nuksan hain bhot
                  • #10 Collapse

                    Agr hum theak sy money manage kar ky trading keen gay to he him market main acha profit earn kar sakty hy es business main khoob mehnat kar Kay kam krny main he faida hota hy agr hum sai sy trading seekh kr krny main faida hota hy
                    • #11 Collapse

                      Daikha jaye to yeh apna analysis khud krain mera zati experience ha k jb bhi me nay over trading ki ha me nay nuqsan he uthaya ha so agr daily target jo k mind main hota ha achieve ho jaye to behtar ha us time over trading na krain. Ziyada tar cases main over trading say loss hua ha.
                      • #12 Collapse

                        trading mn over trading kabhi faida deta y aur kabhi noqsaan deta hy woh es tarah sy hota hy kuch boys jub trading karty hn tu unhin trading mn profit ho jati hy achi sy tu woh phir iver trading karny lag jaty hn aisa karny sy kabhi noqsaan hota y aur kbahi aisa hota hy keh jo profit mn hota hy woh bhi hhala jata hy
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main dil lga kar focus karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi ho sakti hay jab hum money management karty huway kam karen gay es business main mehnat karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Over trading hamesha loss ki reason banti hy keun k maximum traders over trading ussi soort krty hain jb unhein kuch profit hua ho aur woh laalach mein aa k mazeed trading krny lagty hain aur phir kahien na kahien ghalti krny ki wajha sey pehly wala profit bhi waste kr detey hain aur mazeed loss mein bhi chalay jaaty hain iss liey hr aik trader ko iss sey bachna chahiey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jo bee traders forex mien aa ker over trading kerty hien wo es forum per sirf or sirf loss kerty hien q k wo angreezy ka mahwara hai k greed is a curse jo bee es mien aa ker greed kerta hai or over trades open kerta hai wo sirf loss ker sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X