Forex mein koi bari move anay wali hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein koi bari move anay wali hai
    Dear members market ki maujooda situation ko dekhain tou iss waqt market mein koi bari movement nahin hai aur aglay chand dinoun mein dollar index bhi high honay ki khabrain hain tou lagta hai kay market mein koi halchal honay wali hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bro is main bari movement aye gey lekin koi pta nai hai k kab aye gey tamam currency se up jana hai mer khiyal main gold is dafa 1400 ko lazmi toch klrein gey gold py buy krna chaiye hume
    • #3 Collapse

      Forex trading main trading ki market main achanak movement hoti rehti hy aur iska pta ni chalta ap ko hr time achank movement k liy ready rehna chahiy kio k is ka depends international situations p hota hy jab bi koi achi ya brui news aati hy international level p to phr forex trading ki market main bi ziada movement hoti hy
      • #4 Collapse

        SBI Forex dollar index Keemat ki wajah se Koi Na Koi Mehboob Aane wali hai isliye aapko Pata hona chahiye aur Pound currency pair hai woh bhi kaafi Jyada weakness Ka Shikar ok Aane Wale future Mein Jab Great Britain Pound Gopi Union share like ho jayega Rose bucket Hame Pata hona chahiye ke Dono currencies Euro or Great Britain Pound Jyada weakness Ka Shikar Hoga Jiski wajah se gold bhi kaafi Jyada down Hoga aur colorindex kaafi jyada hi ho jayega
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
          Dear members market ki maujooda situation ko dekhain tou iss waqt market mein koi bari movement nahin hai aur aglay chand dinoun mein dollar index bhi high honay ki khabrain hain tou lagta hai kay market mein koi halchal honay wali hai
          Forex trading make a body move to Aane Wali Hai Lekin Main Jab Aaj Bhi Forex ki news Dekhe toh Kafi Badi news Thi lekin usse market Mein impact nahi Dekho kab market mein badi movement dekhne ko milti hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            dear friends, ap ki bat thk hay dollar k down honay ki news aa rahi hain..but lazmi nai hay aisa hi ho...ho sakta hay k forex market esi tarah slowly move karti rahay aur yah bi ho sakta hay es main koi bahut bari movement aa jay.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
              Dear members market ki maujooda situation ko dekhain tou iss waqt market mein koi bari movement nahin hai aur aglay chand dinoun mein dollar index bhi high honay ki khabrain hain tou lagta hai kay market mein koi halchal honay wali hai
              GTR bilkul theek kar rahe hai mai aap ki baat se agri karta hoon mujhe nahi lagta hai ke Forex trading market mein badi movement Aane Wali Hai ok Kafi Din Se market Mein Koi body movement nahi hui hai
              • #8 Collapse

                yes main apki baaat say agreee akrti ho wesy forex main kuch b ho skta hain kuch b aaapko forex main kuch din say slow slow move ho rahi hain jo k sab ko pata hain k forex main big move hona ya accoutn wash ho jate hain ya logo k accoutn duble ho jte hain par forex main agar jis k pas acha exprince ho tu main umeed akrti ho k vo stop loss k sath apne accoutn ko b safe kar skta hain and profit b le skta hain
                • #9 Collapse

                  Gee brother aap ne theek kaha hai aaj bhi news time pe market bahut tezz thi aur bahut neechay tak dive kya hai aur phir waise hi market ouper bhi apnay level pae aagae hai lakin kal phir news hai tou uss mein market kay aaj ki lowest 1180 se neechay janay kay chances hain maybe 1175 ya 1170
                  • #10 Collapse

                    G bhai market may bhttt c change any wali ha q ky market ky haaal say lag raha hain esi ley hum sb ko bhttt hi samhjdari say tarding krni ho gi
                    • #11 Collapse

                      forex market ki movement ko understnad kar aky trade karnay main he faida hota hay humay chahiye keh market main khoob money management karty huway trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time dai kar trade karnay main he faida hota hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        sir mien ap sy agree kerta hion k hum ager forex mien kam kerty hien to hamain es mien pata ho ga Gold mien aaj kal kio movement na hai or yeh es bat ki neshani hai k es mien bhut jald kio tofan aye ga jo aksar traders ko mala mal ker dy ga or aksar es mien aa ker sirf loss he ker ly gy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X