There are many thing to learn from loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    there are many thing to learn from your loss. you can gain experience and knowledge from your loss. you know that forex trading is not easy business and all trader should try to minimize the loss in their trade
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      humen loss se ghabrana nhi chaye loss se humen bohat kuch seekhne ko milta hai loss b is business ka hisa hai agar hum loss ko face karna seekhen gay to humen sabar se trading karni aye gee so humen loss ki ziada tension nhi leni chaye humen note karna chaye k hum ny kon c mistake ki jis se humara loss howa
      • #333 Collapse

        Bhaii yaaha kam krna ce bht ce cheze sekna ko milti han jis me hum sub ce zada humara loss ce sekta hn us ki wajaa ce hum kafi cheze sekta hn jo humara liya next time trading krna k liy kafi faida mand rehte haiin
        • #334 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business se hmen kafi khuch sekhny ko milta ha loss se kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha isi liye loss k waqt hmen sbr se kam laina chahye
          • #335 Collapse

            forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga
            • #336 Collapse

              Yes Forex Ke Bohot Se Reson Han Lose Ke Jis Me Kuch Ye Han ( Without Stop Loss Order Trader Karna ) Forex Ke Proper Learning Na Karna , Demo Account Pe Practice Na Karna . Or Big Lot Size KO use karna . That Is The Reason of Loss Thanks
              Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
              • #337 Collapse

                we learn mistakes from our lossess better we must use low volume size for our trades in a way to become good traders
                • #338 Collapse

                  yes ap ka ager loss hota hy to ap is loss sa bhot koch sakho ga aur smajho ga ka forex kia hy is main kasa kam karna hy aur ap is main kasa kamyab ho sakta ho
                  • #339 Collapse

                    forex mein lose ki waja yeh hoti hai ky apko experiance nahi hota yahan pr kam karnay ka iss waja sy sub lose mein jata rehta hai forex mein knowlege ki bht zarurat hoti hai
                    • #340 Collapse

                      Assalma walaikom aap bilkul sahi farma rahai hai kai insan ko apni galtio sai hi seekna chaiyai chaiyai qk insan to galtiyon ka putla hai aur galti sai seekna wala insaan hi kamyab hota hai kia baat ha
                      • #341 Collapse

                        people learn from loss here. and when they learn by their mistakes, there are less chances of further blunder in forex moves. so i think initially when there is any loss we mut realize y it happened. we must not lose hope and try to settle ourselves in the forex market as here only we learn and grow together.
                        • #342 Collapse

                          Loss se ghabrana nahi chahiye balke isay accept karna chahiye. Loss ki waja search kar ke dobara koshish karen ke woh ghalti na ho.
                          • #343 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen losses se kafi acha lesson hasil kar sakty hain isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt kabhi ghabrayee nahi balky loss k waqt hmen is business me sbr se kam laina chahye
                            • #344 Collapse

                              yeah brother forex trading ye bhi kehty hain kay humen profit ki gharz se nahi market me balky loss ki gharaz se kam karna chahiay phir profit hota hai magar kuch bhi kar lain aa ja kar baat perfect targets or planning per hi aaa jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                jee haan bilkul sahe baat hai aap ki bohut se log hain jin ko loss hota hai aur woh us par nazar he nai daaltay hain baad m lekin yeh unki buhat bari ghlati hai q k is mein agar loss hota hai to aap ko dekhna chahiay taakay aap baad m wohe ghalti nai karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X