Forex trading mai new traders ko Ap kon say pair per trading ka mashwara dain gaay ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai new traders ko Ap kon say pair per trading ka mashwara dain gaay ??
    Kafi saray new traders kay lye yeh decision karna bohot he mushkil hota hai ke in ko kon say trading pair per trading Karin , jis mai trading karna b nisbatan asan ho aur iss mai risk ka factor b baqi market ke nisbat say kam he ho

    App ka Khayal mai new traders kay liye kon sa pair best rahy ga ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat asaan hay pais ki selection karna mai ye kehna chahuga jo bhi new traders hon unko sab se low spread pairs mei kaam karna chaiye aur wo pairs pe kaam karna chaiye jinki movement bohat heavy na hoti ho aur normal move kartay hon takay unko trading karnay mei koi mushkil na ho
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Forex business main bohat se pairs par trading ki ja skti hai lekin new traders ko main apny experience se mashwra dunga k wo sird eurusd par trade karain ye acha pair hai iska spread kam hai is k ilawa ap gbpusd par b kam kar sakty hain but kabi b gold aur us oil par trading na karain ye major pair hain in par loss ho skta ha...
      • #4 Collapse

        dear friends, new traders k pas zayada knowledge nai hota aur woh market ko bhi sahi tarah analyse nai kar patay...so un ko aisay pairs pa trading nai karni chaheay jen ki movement complicated hoti hay jesa k oil and gold etc....un ko currencies pa trading karni chaheay q kah en ki movement thori si simple hoti hay
        • #5 Collapse

          Agar men apny mind aor jo thora sa experience jo forex se gain kia he us k motabiq mashwara doon ga to new traders ko yehi mashwara doon ga k wo gold pe trading se ijtinab kren aor eurogpb pe trading kren. Q j gold ki sudden movements hoti hen jo k achanak shoot kr jati hen aor baot zeyada loss dy jati hen. Is k baraks eurogpb ki movement ideal hoti he aor is me tahamal k sath trading ki ja sakti he jo safe bhi he aor acha profit bhi dy jati he.
          • #6 Collapse

            mera khyal hai k jub new trador apni full tiyari k sath trading main qadam rakhta hai tu osko har pair main trading kar leni chahe q k wo prpoper sikhny k bad forex main aya hai aghr tu trador forex join kar k trading sikh rha hai tu os k liye UROUSD pair main trading karna profitalbe ho skat hai es ki yah wajah hai k es main pair main daily par boht bari market lgti hai jo k trend ko show karti hai es se profor mil jata hai
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main achi earning karna chahty hay to eskay liey humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehnat kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money manage kar kay kam karnay main he faid ahota hay tab he hum market main safe earning kar sakty hay esmain knowledge ko enhance kar kay kam karnay main he faida hota
              • #8 Collapse

                Agar ap new traders hain to ap ko chaiye ke ap starting me GBP/USD pair pe trading karen aur starting me ap 0.01 ke volume se trading karen chahe ap ka capital kuch bhi lekin ap ko kam as kam 3 months tak yehi volume use karna chahiye jab ap ko kafi experience ho jaye tab ap volume ko increase kar sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum new traders hay to humay chahiye keh forex trading ko achi trha seekh kar run karen kyun keh seekh kar run karnay say he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach main market main loss he hota hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X