Kia hedging kuch pairs main bahot bari mistake sabit hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hedging kuch pairs main bahot bari mistake sabit hoti hai
    Hedging hamesha faida nehi deti balky ham her pair main agar hedging try kerty hain tou kei pairs main jab profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main jany tak continue Kia jata hai tou woh loss main hi continue rehti hai aur profit wali trade ko bhi koi faida nehi hota aur account wash ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
    Hedging hamesha faida nehi deti balky ham her pair main agar hedging try kerty hain tou kei pairs main jab profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main jany tak continue Kia jata hai tou woh loss main hi continue rehti hai aur profit wali trade ko bhi koi faida nehi hota aur account wash ho jata hai
    Bhai mai apko mashawara doon ga keh aap sirf aik cheaz par trade lagaya karien is sy apka dhiaan bhi sahi rahy ga apny kaam par aur sath sath apko tenshen bhi nahi hogi aur faida bhi hoga isliye kisi aik cheaz par consuntrate karien
    • #3 Collapse

      g han bhai apki bat shai hai or aysa mery sath bhi howa hai es liye koi bhi statgy hmari permannt hmain proft nahi deti hai es liye hmain har tradaha ki knowledge ko achi trah gain karen ta k hmain loss na ho or aghr hmary account ya k trde k sath uj aysa masla a jay tu hum apni trading main os problems ko face kar skaen baki loss jub ho tu wo account wash kar k stop hota hai
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading main mistake karen gay to es chakar main market main earning nahi kar sakty kyun keh galti say market amin earning nahi hoti ulta humay loss ka samna he karna parta hay humay chahiye keh esmain seekh kar samjh kar trade karen tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay
        • #5 Collapse

          Wese to forex ko hamesha loss se bachte huwe hi karna chahiye lekin agar loss ho jaye to ham ko us ko hedging ke zariye recover karna chahiye is ke liye hamara account thora bara hona chahiye bs.
          • #6 Collapse

            je apki bat sahi hay kuch pairs main hedge karnay say wo hedge phans he jata hay es liey humay market main trade lgany say he pehlay market ka analysis kar lena chahiye aur tab he trade karnay say market main hum acha earn kar sakty hay es business main humay sahi say focus bhi karna chahiye
            • #7 Collapse

              dear friends, hedging loss ko cover karnay k leay ki jati hay but sometimes yah aur zayada loss ka sabab banti hay...q kah friends, hedging k leay bahut zayada experience ki zarurat hoti hay but jab koi new trader hedging karta hay to woh aur zayada loss kar jata hay....magar senior traders apnay knowledge ki waja say loss recover kar letay hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                slaam to all group members.... bhai weasy to hmain har pair pr trading nahi krni chahiye kyun k hm kisi ek pair ko hi achy se samj kr us k mutabiq strategies pr amal kr k trading kren gay to wo hmary liye easy b hoga or profitable b bjaye is k k hum ek hi pair ki strategy har pair pe lgayn

                اب آن لائن

                Working...
                X