Cruid oil main news time per trading ki prediction aur profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cruid oil main news time per trading ki prediction aur profit
    Agar ap news time per Cruid oil main trade kerna chahty hain tou news ka time start hony sy 30 minutes pehly market ko observe kerain tou jis direction main market move kerna shuru ker deti hai news time main bhi usi direction main chalti hai so yahan per trade open ker ky achi earning ko ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    news pe crude oil pe trade karnay ka ye acha procedure nahe hay kay 30 mintes pehle news anay se pehle market ki direction pe trade nahe leni chaiye wait karna chaiye agar news ki samajh ajay tou trade kar len news pe trade na karain aur jab market normal condition mei ajay tab aap trade kay liye enter hojao
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
      Agar ap news time per Cruid oil main trade kerna chahty hain tou news ka time start hony sy 30 minutes pehly market ko observe kerain tou jis direction main market move kerna shuru ker deti hai news time main bhi usi direction main chalti hai so yahan per trade open ker ky achi earning ko ja sakti hai
      Bhai jaan aisa nahi hota hy trading aik bohat risky passion hy kabhi bhi news aany sy pehly andazy par apni trade ko open na karien apka bohat nuqsaan ho sakta hy apko chahye k news aany k baad trade lagain
      • #4 Collapse

        forex trading main trading k liye hmain market ki pridiction ko chek karny k bad trading karni chahte or aghr hmain oilmain trading karni hai tu bhi hmain market ko chek kar k trading karni chahye aghr hum market ko achi trah nalsye kar k trading karty hain tu hmain acha profit mil skata hai or hmai loss k bhi chances kam ho jaty hain
        • #5 Collapse

          crude oil par agar hum trade karna chahty hay to eskay liey humay theak say eska analysis karna chahiye kyun keh analysis kar kay he hum market main achi trade kar sakty hay aur esmain faida gain kar sakty hay oil bohat tez move karta hay es liey esmain experince bhi ziada hona zaroori hota hay tab he safe earning kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Crude oil trading kay liey best hai magar news k pehly ya baad ke strategy apko khud daikh kar aur soch samjh kar bnaana hoge. Kun kay kai dafa aisa hua ha k news positive aai magar phir bhe news kay ulat he market chali. To us soortehaal main apko nuqsan hony ka khadsha hota hai. Lehaza sari baten zehan ma rakh kar he kaam shuru karen.
            • #7 Collapse

              Crude oil ki news jab hoti hay to market main bohat tezi hoti hay humay chahiye keh es tezi ko understand karty huway he trade karen aur hamesha news ki favor main trade karni chahiye agar hum news kay against trade karen gay to market main enarning nahi kar sakty ulta humay loss ka samna karna parta hay
              • #8 Collapse

                cruid oil mai trading bohat se log krty hai.but akser log loss krty hain or maza b crude oil mai trade krny se hi aata hai.new time mai to bohat hi mza aata hai q k us waqat market bohat ez hoti hai.news se phlay 1 ganta us ko khoob observe krain jis trf trend ho us trf dat jai.q k ye confuse krny k liye wrong b jata hai akser or log darr l loss kr bethty hain.
                • #9 Collapse

                  G friends, bilkul thek kah rahay hain, crude oil ki market ka trend hamesha usi janeb hota hay jis taraf news start honay say pehlay hota hay...so ap agar acha profit earn karna chahtya hain to news start honay say kuch dair pehlay market ko analyse karain aur market ko direction ko daikh kar trade open kar lain...
                  • #10 Collapse

                    Dear main news time pe mostly trading se avoid karta hon ku ke news time jo trading hai wo bohat zyda loss bi de skti ha or bohat zyda profit bi de skti hai islye mostly time ap news time trading se avoid karian ku ke main ne bohat se expert teachers se yahi learn kiya hia ke jitna zyda ho ske humain avoid karaina chaie news trading se.
                    • #11 Collapse

                      slaam to all members... great information,,, maine crude oil per trading krny ki koshish ki thi lekin mera account minus mein chla gya esi koi strategy maine abi try nahi ki ab zroor kr k us ko plus mein krny ki koshish kron ga wesy meri raye ye hai k proper knowledge k bghair hmain commodeti se prhaiz krni chaiye taa k big loss se bach sken
                      • #12 Collapse

                        Dear ap cruid oil pe tradign kar stke ho os mai har thursday ko ya friday ko inventroy aati hai jo cruid oil ko move karatii hai ap os mai kam kar k apna faida side pe kar skte ho lehaza ap ko pareshan nhnhona ap ko bad mehnat karni hia tak ap aage chal ksako aur apni life ko b set kar sako...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          gee bhai aap ki baat bhi theek ho sakti hay menay kabhi observe hi ni kiya lekin behtar yeh hay kay aap properly news ko read kerain or phir aap andaaza lagain kay ab market ki movement kiss taraf ho sakti hay upward ya downward

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X