gold trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold trading...
    Dosto gold pe trade lagny se phly 300 dafa sochna q k gold new traders k lye bhot risky ha some how average traders k lye b ye bhot risky sabat hua ha iski movment bhot ziada ha is lye phly gold ko samjho phr is pe trading kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han forex market main sirf expert traders ko hi gold main trade kerni chahiay warna yahan per bahot thory time main bahot bara loss ho jata hai ya account bhi wash ho sakta hai ky gold main pehly tou spread hi kafi zyada hota hai aur dusra movement bhi kafi zyada hoti hai ky agar market continue opposite direction main chalna shuru ker dy tou account wash ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Gold main trade ker ky earning hasil kerna kafi mushkil kam hai but jab gold sy earning hasil hoti hai tou bahot maza ata hai ky very short time main kafi achi earning hasil ho jati hai but agar loss bhi hota hai tou woh bhi bahot zyada hota hai ky jald hi account bhi wash ho sakta hai ky trading ky liay dobara investment kerna perti hai
      • #4 Collapse

        Dear dosto app sub ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan forex trading main gold pe trading bahoot risky hy kyn k gold ki movement bahoot zeyada hy aor gold ka spread b zeyada hota hy is liay zarori hy k app sub gold trading soch samj k kery
        • #5 Collapse

          Gold trading agar ap karna chahte hain to ap ke pas kam as kam 1000 dollars ka capital mojood hona chahiye ta ke ap ko loss na ho kyun ke gold trading me bohat zeyada moving hoti hai aur is moving ke sath hi ap ko profit and loss ho sakta hai is liye be careful for gold trading. Thanks
          • #6 Collapse

            Dear friend gold par trading karny say pahly ap ko 100 bar sochna chahye qu k gold ki price market main ak gasy nahi rahty yeh kafi movement karty rahty hy as par trad lagana khatry say khali nahi as leye gold par trade nahi karen bahter hy
            • #7 Collapse

              Dear friend gold trading boht bara risky kaam hai his ke pas gold se related koi information nahi hai analysis nahi h and chart parhna nahi ata to us k lite bather hai k woh gold main trading na karain and Jin traders ki investment kam ho Un ko chahye ke gold main bilkul bhi trade na karain kiu ke gold main trading ke liye bari investment ki zarurat hoti hai low investment se gold trade main account wash hosakta hai
              • #8 Collapse

                dear friends, wesay to forex market main har pair ki movement complicated hoti hay but gold ki movement sab say complicated hoti hay aur esay samjhnay k leay bahut zayada experience ki zarurat hoti hay....so senior traders bi bari mushkel say usay samjh patay hain....esleay new traders ko chaheay woh gold pa trading na karain starting main.
                • #9 Collapse

                  agar hum gold par trade karna chahty hay to eskay liey humary pass balance bhi hona chahiye kyun keh agar humary pass balance ho ga to he hum market main achi trade kar sakty hay es business main khoob mehnat karni chahiye tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rana imran 117 پيغام ديکھيے
                    Dosto gold pe trade lagny se phly 300 dafa sochna q k gold new traders k lye bhot risky ha some how average traders k lye b ye bhot risky sabat hua ha iski movment bhot ziada ha is lye phly gold ko samjho phr is pe trading kro
                    Assalamu alaikum bhai mai aap ki baat se Aakhri karta hoon gold bahut hai uski metal Hai nutritive score is betrayed karne se pehle market ko acche se analysis kar dena chahiye Gold old traders and new traders Dono Ke Liye bhi bahut risky metal hai
                    • #11 Collapse

                      assalamu alaikum my dear Forex trader aapne bilkul theek kaha hai mai aap ki baat pe agri karta hoon gold Mein Yeh Ek Bahut He risky pyar hai aur Sab Ko chodkar gold purity risky Pyar Hai Jis Par aap friend Kare aur dekhne ke iski movement bahut hi jyada Tez Hai Yeh hai ke aap kam se kam lot size all time trading
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        agar hum gold par trade karna chahty hay to eskay liey humay experince ko ziada hona chahiey kyun keh ziada experince kay sath trade karnay say humari trading achi hoti hay aur hum market main loss kay chancess ko kam say kam kar sakty hay aur es trha humari trading safe bhi ho jati hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X