Galti ko khami ni khoobi bnay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Galti ko khami ni khoobi bnay
    Dears aksar hum trading m galti kr jaty hain jis ke waja se humy loss o jata a to kbi b galti hony pr peryshan ni hona chiey blky galti se seekhna chiey ta k next time Ap ke wo khoobi bn jay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahot hi piyaara swal kiya yeah swaal ek aisa hy jo sub ko samjhna cahiya kiunkeh agar koi ghlti ho jti hy boys mayoos ho jaty hn mn ko btana cahon ga boys ghaltiyan hoti rehi hn liken hmen en ghltiyon sy leson hasil karna cahiya aur ghaltiyan insaan ko mazboot bnati hn aur hm sy ghaltyan hoti hn likne mayoos nh hoan cahiya balkeh hmen en sy lisson lena cahiya aur achi sy achi trade lgani cahiya thanks
    • #3 Collapse

      G han ghalati ko nakami banane ka matlab yeh hai ke ap aik ghalati se loss karwane ke bad haar jao to aisa bilkul bhi nahi hona chhaiye ap ko chahiye ke ap aik ghalati karne ke bad us ghalati ko dobara na karen or next time profit earn karen.
      • #4 Collapse

        Ghalti honay pe pareshan nai hona chaiye balkay ghalti se seekhna he ap ki behtreen rahnumai hay ghalti ko asay khoobi banaiy kay eska result aap ko positive milay kay aap best trading ki taraf chalay jao jab bhi loss ho aap loss se seekho kay loss ki wajah kya thi takay next asay loss honay se khud ko bachao gay aur behtreen trading kero gay....
        • #5 Collapse

          Bahot he achi suggestion de hai aapne mery bahi. Aur ess bat ko samjhna etna easy nahe ha aur nahe ess par amaal karna etna easy hai. Lekin agar aap apni ghaltiyon ko khaami samjhny ke bajaay apni ghaltiyon say seekhna shuru kar dain to aapko bht zaida faida ho sakta hai. Aur ye cheez apko mustaqbil mail nuqsaan deny ke bjaay faida dena suru ho jaati hai. Aur ess sy seekha jaanay wala sabak aapko yaad bhe dair tak rehta hai. Kun k ghalti ko apni mazbooti bnaana har kise k liey easy nahi hota.
          • #6 Collapse

            Apki bat bilkul sahi hy k hum jab trading krty hyn to hum se koi na koi ghlti ho jati hy us glti ko hm khobi me kesy tabdeel kren gy sab se phly jo apny trade lgai uski strategy apny senior membee friend se share kren or us se pochen k muj se glti hoi hy ni jab wo apki strategy suny ga or wo apmi koi glti ho gi to apki glti ki nishan dahi kry ga or us k bad us ki tasheeh kry ga or next apny jab b trade lgani hy us glti ko dobara ni krna or is tara ap apni glti py qaboo kr k apni trading kamyab bna skty hyn
            • #7 Collapse

              Apni ghalti ko khoobi banaya ja sakta he magr id maqsad ko pany k liy mind positive banana parta he aor attitude bhi .is k sath sath us ghalti ko analyse kia jaybaor dobara kbhi repeat na krny ka tahayya kia jay , is k bad us pe workout kia jay aik aik point note kia jay is tarah ki hui ghalti future me asanian paida kr sakti he .
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
                Dears aksar hum trading m galti kr jaty hain jis ke waja se humy loss o jata a to kbi b galti hony pr peryshan ni hona chiey blky galti se seekhna chiey ta k next time Ap ke wo khoobi bn jay
                Forex trading Mein trade Karke traders ko job loss hota hai toh traders ko Apne usme stake sale dharan karna chahiye Kyunki traders jitni apni mistakes Salem karte hain utne hi acchi trading karna sakte hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  wo kehty hain na ke girty hain shahsawar e maidan e jang mein wo tifal kya giry ga jo ghutno k bal chale to isi trah ap ko yeh bat sehn mein rakhny chahye k ap ko field me ghalti hona normal hai lekin us ghalati ko sudharna zaruri hai ager ghalati sudhari na jae to phr bht masla khrab hai aur ager sudhar li jae to faida e faida
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
                    Dears aksar hum trading m galti kr jaty hain jis ke waja se humy loss o jata a to kbi b galti hony pr peryshan ni hona chiey blky galti se seekhna chiey ta k next time Ap ke wo khoobi bn jay
                    mains a,mjhhta hoin k agar forex trading main hmey mistake hote hai aur humey loss hoita hai to humey chaie k hum broker ko blame na karain balkie humey chahie k hum apne mistake ko accept krain aur us se saikhain ta k ainda future main hum dobara se loss se bach sakain aur humey experience bhe ajaye
                    • #11 Collapse

                      • #12 Collapse

                        dear friends, forex aik complicated business hay jis ki waja say es main mistakes ho jati hain.....so agar ap say koi mistake ho jaey aur loss aa jay to ap ko jazbat main aa kar mazed mistakes nai karni chaheay bal kah us mistake remove karna chaheay jis ki waja say loss aya ho.
                        • #13 Collapse

                          forex main haar koi ghalti karta hain ho new trader hain ya old trader hain haaar koi ghalti karta hain or hum apni usi ghalti ki waja say sekh b lete hain par bhot asy trader b hain jo k wahi ghalti again and again karte hain or asi tara accoutn wash kar dete hain forex main agar 1 baaar ghalti ho jy tu again wahi ghalti karna nhe chaiye jis tara main ne 1 2 ghalti ki forex main again and again wahi ghaltiya ki asi tara accoutn wah ho gya pher baad main roti rehi forex main ghaltyio ko note kar lena chahiye take again vo ghalti na kar k apni real money west na kare
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading main galti karty hay to eski waja say humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh market main knowledge ko enhance karen aur kam say kam galtia karen tab he hum forex trading main acha profit bna sakty hay aur esmain regular achi earning bhi tab he kar sakty hay esmain sabar say kam karnay main he faida hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main agar hum galt trade karen gay to hum market main earning nahi ulta loss he karty hay es business mai humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehnat kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main mehnat karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X