Traders ko loss kiun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko loss kiun hota hai
    Forex mai 90 percent log loss krta hain or 10 percent log profit gain krta hain is ki kia waja hai ap log kia kahta hain asa kiun hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear simple se bat hai k jo log menat krte hein wo log is main success hasil krte hein jo time pass krte hein wo is main khabi be kameyab nai ho sakte id main jo hume kha jaye os k mutabiq kam krna chaiye hume
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
      Forex mai 90 percent log loss krta hain or 10 percent log profit gain krta hain is ki kia waja hai ap log kia kahta hain asa kiun hota hai?
      Jada tyre traders co thread cutting hair loss essay hota hai Jinke Marina experience on knowledge general account mein trading start kar sakte hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        dear brother kuch trader markit ke value ko foucus nh kertay or is main bas apni merzi trade open ker datay hain jab k trade jab bhi lagani chaye to souch samjh ker lagani chaye or is k bad markit ke value or un ke move mint ko mafonazer rakh ker kerni cahaye.
        • #5 Collapse

          Bhai trader ko lose apni mistake ki waja se hota hai wo market ko fallow nai krta ur jab balance aata hai tu trading start kr deta hai ese main lose hi hona hai hume phaly hume demo account main market ko fallow krna chaiye
          • #6 Collapse

            Bohat sare traders forex me kam time me zeyada pesa kamana chahte hain is liye wo apne capital ka kheyal nahi rakhte hain aur big size ki trading karte hain is liye un ko loss hota hai aisa nai karna chaiye apne capital ke hisab se hi trading karni chahiye.
            • #7 Collapse

              Forex trading mai join karnay walay ziada tar traders ko trading mai loss he hota hai . iss ka main reason yeh hai ke trading join karnay wlay log forex trading ke learning aur phir demo account per iss ke practice ko ziada tawajo nai daite hain jis ke waja say in ko aksar loss ka he samna karna parhta hai.
              • #8 Collapse

                Dear friend forex trading main asy kameyabi nahi hoty as main bohot ziada mahnat ki zarorat hoty hy go log as ko busnes ki tarah astamal karty hain woh as main kameyab hain aur go serf time pass hain woh hamesha loss hi karty hain
                • #9 Collapse

                  Jo log trading main loss karte hay uski wajha yehi hay k wo s business ko samjhe bager karte hay un k pass acha knowledge nai hota acha expiriance nai hota aur wo log acha analysisnai karte tabhi wo is main loss karte hay aur jo log isay samjh kar karte hay ache analysis karte hay wo is main acha profit hasil karte hay
                  • #10 Collapse

                    Ji janab duniya ka koi aisa business nahi hai jo mahnat hardworking na mangata ho isi tarha forex main bhi hardworking aur knowledge ki boht zarurat hai ager hum knowledge aur ko apni base banainge to definitely hum successful honge aur demo pe practice se humain market ke ups and downs ka pata chalta hai ager humain market ke bare main correct information nahi hogi to definitely hum loss karainge
                    • #11 Collapse

                      dear freinds, i think trader ko loss en bato ki waja say hota hay
                      1. lack of knowledge
                      2. greedy trading karna
                      3. emotional trading karna
                      4. planning ka na hona
                      • #12 Collapse

                        Dear forex main maximum log loss kar rhy hain is ki main reason ye hain k unho ne learning sae ni ki unhy chahiye jo mistakes krty hain unko check krain aur unko correct karain agr learning main kmi hai to proper learning karain demo par practice karain than again trading start karain is tra unki trading achi hogi....
                        • #13 Collapse

                          agar humay market main loss hota hay to es waja say humay pareshan nahi hona chahiye kyun keh pareshan ho kar humari trade achi nahi hoti aur hum market main theak say earning nahi kar sakty humay chahiye keh fresh mind kay sath kam karen kyun keh tab he humari trade achi aur safe ho sakti hay
                          • #14 Collapse

                            bro i am new here mujha itna experience to nahe ha lakin jaha tk mara khayal ha ka sahe time pr trade kr ka hum zada sa zada profit hasil kr sakta yani ka sham ka waqat koi ka wo clossing ka waqat hota ha ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear wajha to bht saari hoti hain aur sab sy bari wajha ye hoti hai ka ham log bardasht nahe kar paaty jis sy hamesha ghalat faisy aur ghalat trades ghalt jagha par open aur close karty hain. Jesa k aapko ab tak ye idea ho bhe gaya ho ga k jald baazi trading men sab sy bari dhushman hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X