Remove fear with perfect analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Remove fear with perfect analysis
    Dear members hymen loss ka fear ya dar har waqat hota hai isko remove krny ky leay humen market ka perfect analysis krna bht zarori hai because fundamental aor technical aspects risk increase decrease krty hain aor humen loss profit ratio ma difference nazar nhi ata hai apko chye ky analysis ko improve kren aor samar hasil kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki bat bilkul thk ha agar ap ka mind relex aur cool ho ga aur ao k pas experience ho ga to ap main koi dar ni ho ga aur jb dar ni ho ga to apki trading ko analysis krny main hichkachahat bhi ni ho gi. Thanks dear members
    • #3 Collapse

      G bhai badi he zbardast bt ki hay apnay mere khyal mein herr bnday ko yh bat zehan mein rakhni chahye ky joh los hy wo bhinaik hisaa hy tradung ka aur hmn iska smna kisi bhi waqt krnaa pd sktaa hy ic liye achay analysis krein takeh yh khoof v khtam ho skay
      • #4 Collapse

        yes bro ap ki bat thek hai hume is main kam krne k liye analiysis ki be zahrorat parti hai is liye hume eik achy analysis ko fallow kr k trading krni chaiye is business main hume zada se zada menat krni chaiye
        • #5 Collapse

          bhai jan jahan tak mjhy lagtaa hy sara los hotaa hee khof ki wajh sy hay mein to yeh kahoun ga ky hmein ziada los sy bachnay ky liye apny target set kar dene chahye yah phir hmein chahye ky achay ki achay mashaq karein takeh hmein achay analysis nikal skein aur uc ky bad uc par amal kar skein - aur asaani sy munafaa kama kar nikaal skein
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            Dear members hymen loss ka fear ya dar har waqat hota hai isko remove krny ky leay humen market ka perfect analysis krna bht zarori hai because fundamental aor technical aspects risk increase decrease krty hain aor humen loss profit ratio ma difference nazar nhi ata hai apko chye ky analysis ko improve kren aor samar hasil kren
            Agar hum log kaise ho Apne Andar Se Khatam karna chahte hain to uske liye Jaroori Hai Ke Hum proper plan Bana kar ready Kare Aur Uske ilava Hum Jaise to add Kare Toh Hame perfect analysis Karke training Karni chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Forex mein ya ksi bhi feild mein fear insan ka bht berha dushmen.ab sawal ye paida hota ha k forex mein fear kiya hota ha.hr trader ksi na ksi strategy pe kaam krta ha.jb us ki 1 trade lose mein chati jati ha tu wo darny lag jata ha k shaid us ki strategy thk ni ha.halan k aisi bt ni hoti kabi kabi market jo dekha rahi hoti ha us ko ni bhi follow krti.aur next jo trade meilti ha us pe us ki strategy poori uter rahi hoti ha per wo trade laita ni ha k kahaen phr lose na ho jaye.tu fear ko apny andr se khtm kraen.trade wohi krean jo 100% ho.
              • #8 Collapse

                Ye tu hai mere bhai ia main hume agr success hasil krni hai tu eik achy ur perfect analysis ko lazmi fallow kr k trading krni chaiye is main zada se zada menat krni chaiye ye hamre liye sab se acha business hai hum is main successful bn sakte hein
                • #9 Collapse

                  Very good explanation about fear factor and analysis, bhai jo trader analyse kiy bahair trade lagay ga usko khaof rahy ga , q k isko yaqin hi nai hoga k us ny trade sehi se lagai he ya nai, balky usko loss kka khoaf bar bar tang kry ga , is liy hmesha markete analyse kren aor apny dil se loss ka dar khatm kren warna darty hi raho gy
                  • #10 Collapse

                    dear friends, forex main loss us wakt ata hay jab ap analysis nai kar patay aur ghalata trade open kar detay hain...but agar ap ki analysis perfect hay to ap ko loss ka bilkul bi dar nai hota aur ap relax ho k trading kartay hain....so friends ap bi apni analysis ko perfect banain ta kah ap ko loss ka dar na ho
                    • #11 Collapse

                      Mostly market fundamental aur technical anlysis pe chal rahi hoti hay humey apni best trading se fear ko remove krna chaiye aur achay analysis pe focus krna chaiye aap ko khud risk decrease aur increase hota nazar ata hay kyun kay ye sab fundamental aur traders kay big volume pe active horaha hota hay humey mazbooti se analysis ko dekhna chaiye....
                      • #12 Collapse

                        agar hum dar kar kam karen gay to es trha hum market main kama nahi sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay so humay chahiye keh fresh mind kay sath kam karen tab humari trade bohat achi hoti hay aur esmain theak say analysis bhi karnay chahiye ye bhi zaroori cheez hoti hay
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                          Dear members hymen loss ka fear ya dar har waqat hota hai isko remove krny ky leay humen market ka perfect analysis krna bht zarori hai because fundamental aor technical aspects risk increase decrease krty hain aor humen loss profit ratio ma difference nazar nhi ata hai apko chye ky analysis ko improve kren aor samar hasil kren
                          Assalamu Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha isme Koi shak nahi hai Ye duniya ke kisi bhi kaam nahi agar aap Darr ko Shamil kar de Toh uss mein kamyabi bahut Mushkil Hai aap loss kidhar se Kabhi perfect nahi ho sakte
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading main analysis karna seekh jaye gay to he humara dar khatam hota hay aur hum market main regular base par achi earning kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehnat kar kay he hum apny dar ko khatam kar sakty hay aur achi earning kar sakty hay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X