Risk free account ko kesay bneaya ja sagta hai????different ways kia hain???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk free account ko kesay bneaya ja sagta hai????different ways kia hain???
    Dear forex main hum apny account ko risk free kesay bna sagty hain us main humean different ways hain jes hain hum trade ko risk free bana sagty hain jo k main app k sath share ker raha hoon

    1 ache investment say app account ko risk free bna sagty hain
    2 Apni lot size ko control ker k to app apny account ko risk free bana sagty hian
    3 achy learning (knowledge & Experience) ker k app apny ap ko loss say safe ker sagty hain
    4 During trade app stop loss ko break even ker k apny account ko risk free ban sagty hain

    Forex aik risky business hai dosto us main apny bonus account ko loss our account wash honay say safe rakhean phelay loss ka souchain pher he app ko acha profit milay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee bhai jan bhot e ziadaa achi maloomat bataye hein apnay mere khyal mein hmn ic bat ka khyaal rkhnaa chahye aur hmein ziadaa sy zaida apna los hnay sy bchana chahye - mein apni rayee mein kahoun ga kay sb sy pehly apnaay karnaa yeh hy kay market ko sekhein isay smjhein uc kay bad mashaqein karein icsay apki treding behtar hogee jitni treding behttr hoge apka acount utnaa risk free hogaa
    • #3 Collapse

      dear member aa ny boht achi baatien hum new comers ky liye share ki hai ky kis tarah hum apny profit ko ziyada aor loss ko kam kar sakty hian us ky liye kesy haim apan capital barhana hai aor lot size bhi kam hoo laalach kar ky ager lot size barhaeen gy to loss ka risk bhi barh jata hai aor apni learing aor experience ko jitna barhaya jayee utna loss ka risk bhi kam hoo jata hai
      • #4 Collapse

        sir app ke baat sahi ha ke Forex trading bohot he risky business hai jis mai kam karne ke liye traders ko bohot he ziada ehtait ke zaroort hoti hai. trading ko 100 percent risk free tu khabi b nai kiya ja sakta hai lakin traders ko chaiye ke woh trading kay doran risk kay factor ko kam say kam lelvel per rakhnay kay liye app ke suggestion per zaroor amal karin.
        • #5 Collapse

          aap ny boht achi baat ki hai ky kesy apny account ko risk free banaya ja sakta hai humin apny capital ko slowly grow karna chhaee aor phir jitna hoo saky apna capital size ko barhana chahyee takey hum apny accont ko asaani sy manage kar sakien apny skills ko improve karna chahyee aor over trade sy bhi bachana chahyee taky hum trade ko assani sy handle bhi kar sakien aor profit bhi gain kar sakin
          • #6 Collapse

            agar hum risk free trading karna chahty hay to eskay liey humay chahiye keh demo account par trade karen kyun keh demo account par trade karnay say humara knowledge nehance hota hay aur hum market main achi trade karna seekh sakty hay aur market main es waja say humay dar bhi nahi hota loss ka
            • #7 Collapse

              Sir agar ap risk free trading karna chahte hain to phir ap ko apna capital account big rakhan hoga aur jitna big ap ka account hoga utna hi ap risk free trading kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                agar hum risk kam say kam rakh kar trade karen gay to he humari trade achi aur safe hoti hay es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach say market main earning nahi hoti ulta loss he hota hay huamy sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he safe bhi reh sakty hay esmain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Account ko risk free karne ke liie sab se zaruri hai ke hum apne emotional trading ko control karian jo ke bohat zaruri hai islyie ap ke pas jitna bi balance ho ap apne account ko safe rakh skte hain ap proper money management ke sath sath stop loss or take profit ko apne account main lazmi use karain to ap ka account safe rehe ga bare loss se.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X