Soch smjh kar trading karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Soch smjh kar trading karen
    Trading main har waqat up to date rahna hota hai koun ke yahan bna kuch key ya analysis ke bna trading karna loss hi loss hai jis per ap ka account kuch hi time main zero ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ki bat bilkuk theek hay aur main ap ki bat se agree karti Hun k agar forex trading amin ahum kamiab hina cahtr ahybtiu is k liay ap ko market k dath touch main rehna parta hay tab hi ap market k tammam upsand downs ko samjh pate hay aur aik ache trader ban oate ahy aurvaik profitable trade kar sakte hay
    • #3 Collapse

      Dear friend app sub ko btana chahta hon k forex trading main successful trader binany k liay zarori hy k app forex trading soch samjh k kery ye aik worldwide business hy jo k bahoot risky business hy is liay zarori hy k app forex market main knowledge and experience and practice k bad qadam rakhy
      • #4 Collapse

        dears friend mn ap ko esi topic py bt karna cahon ga meri bt ko achy sy read karen mn ap ko btana cahon ga keh trade lgaty time apny demagh ko fresh rakhin es tarah sy ap achi sy achi trade lga saken gy aur mn ap ko bt btana cahon ga keh jub trade laga rahy hon tu pahly planing keh planing sy ek tu trade achi ho gi aur marketing ky hisaab sy trade lganai hoti hy aur bus dua kiya kren keh marketing achi rahy jub ap trade lgain
        • #5 Collapse

          agar hum forex main soch samjh kar trade karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay pehlay market ka analysis karna chahiye aur jab achi trade milay tab he trade karnay say he faida hota hay aur tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main
          • #6 Collapse

            G Hn Dosto ye bt bilkul sai hy trading ma hm profit sirf os soort ma hsal kr pya gy jb hm trading ko soch smjh k kry jb trading ma sbr sy km ly gy or sath ma mhenat kr phr hm success hsal kr skhy gy lkin agr hm jld bazi kry gy or trading b soch smjh k ni kry gy to trading ma profit hony k swal he paida ni hota hmain loss he ho ga es ly trading soch smjh k kry sbr k sath
            • #7 Collapse

              agar hum trade market main soch samjh kar karen gay to hum market main bohat acha profit bna sakty hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay he trade ko run kar sakty hay aur tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main mehant karni chahiye
              • #8 Collapse

                Forex main humain bohat soch samaj kar faisla lana chaiye ku ke market kabi kabi humain bohat zyda loss de skti hai islye kabi bi jaldi na karian or market ko sahi tara se analysis karne ke bad humain trade lgani chaiye agr humain trend clear nazar na aye to wait karain right time ka phir trade karian ku ke market ka kuch pata nae hota hai ke kis trf jaye gi.
                • #9 Collapse

                  trading mei aap ko update he rehna chaiye hota hay market mei aany wali news market kay reviews seniors kay comments wagiara humey dekhtay rehna chaiye estarah sey market ka jaiza humay achay se milta hay then hum uska faida le saktay hain apni trading mei best idea hojata hay aur analysis kay liye bhi best help hojati hay
                  • #10 Collapse

                    ji han trading aap ko hamesha or har wakt soch kar or samajh kar karni chahiay aap ko har wakt forex se touch rehna pary ga or aap ko us pr nazar rakhni pary gi har kadam phonk phonk kar rakhna pary ga q kay aap ki zara si ghaflat aap ko aasmaan se zameen par la sakti hai aap ki thori si kotahi aap ko kitna bara nuksaan day sakti hai ye aap soch bhi nahi sakty is liay aap jab bhi trading karen soch samajh kar karen ta kay baad mein pachtana na pary
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex ek complicated business hay aur es main loss k chances bahut zayada hotay hain...aur es main choti si mistake bhi bahut baray loss ka sabab ban sakti hay so friends forex trading main hamain har kadam soch samajh kar rakhna chaheay tabhi ham survive kar pain gay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X