spread in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread in trading
    dear forex members main aap sab sy poochna chahti hoon ky spread kiya hai aor ais ki kam aor ziyada hony ki kiya reasons hain huamin trading ky dooraan spread ko kis had tak deekhna hoo ga aor ziyada or kam spread waly pairs main kiya fark hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhoit zbardast sawaal hy apkaa mere khyal mein forex mein jb spread bdhtaa hy to wo ic liye ky ic mein kuch ziadaa movemnt hjati hy ya phr jb market bnd honay lagti hay tab bhi yeh abdh jataa hy - jo broker fixad spred mohiyaa kartaa hy wo sb sy ziadaa behtarr smjhaa jataa hay - instaforex ka spred kafi behtar hay - aur fixed hy
    • #3 Collapse

      Jin trading pair mai daily ke base per ziada movement hoti hai ziada tar spread b ziada hota ha. Ziada spread honay ka trader kay liye yeh matlab b hota hai ke jis currency pair ka spread ziada ho ga woh ziada risky hoti hai aur trading kay doran new traders ko iss trah kay currency pairs ko zaroor avoid karna chaiye.
      • #4 Collapse

        dear aap ny acha sawaal kya hai jitna spread ziyda ho gar utna he pair ki movement fasst hooti hai jin pairs main ziyda trade hoti hai us ka spread ziyada hota hai aor us ki movement bhi taiz hooti hai asi tarah jin pairs main trade kam hoti hai us ki movement bhi slow hoti hai aor us ka spread bhi kam hota hai spread broker ka commission hota hai
        • #5 Collapse

          trading main spread ko daikh kar he humay trade karni chahiye kyun keh agar hum esko mind main rakhy gay tab humara take profit aur stop loss enko minus kar kay he use karna chahiye kyun keh agar hum enko minus nahi karen gay to wo jald hit ho jaty hay aur esmian loss bhi jaldi ho sakta hay
          • #6 Collapse

            har pair par differnet kisam ka spread hay agar hum es spread ko daikh kar trade karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay kyun keh spread ki waja say market main humara profit jald shuru ho jata hay aur hum market main bohat achi earning kar sakty hay esmain safe reh sakty hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Ap ka sawal kafi interesting ha daekhaen koi bhi broker jb ap ko trading krna allow krta ha tu ap se wo es chz ki fees laita ha.usi ko spread kehty haen.spread ko dakhna bht zruri ha hamaen un pairs mein trading krni chaye jin ka spread kem se kem ho ta k hamari trade jaldi profit mein aa jaye aur hm ko fees bhi kem daini perhy.

              اب آن لائن

              avatar Ayn
              Working...
              X