Forex trading k liye degree chahye ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k liye degree chahye ya experience
    My dear sir forex trading krny k liye degree chahye ya experience jis se hum long time trading kr sakain or ye batain. AGR experience chahye kitna hona chahye
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex me kam krne k liay kisi digree ki zarurat nhe hy agr hamare pass knowledge or experience hy to phr hum is me asani se kam kr sakty han or her mahiny acha profit earn kr sakty han is liay hamen chaey k hum ziada se ziada knowledge or experience hasil kren ta k hum aik kam trader ban saken
    • #3 Collapse

      dear aap ka swaal boht acha hai ye such hai ky humain forum humain boht acha mooka dy raha hain likin hum ais sy fiada tab he utha sakth hain jab hamary paas education bhi hoo aor experience baghair education ky aap international haalaat sy kesy wakif reh sakth hain aor education ky base py he hum sab forex knowledge hasil kar ky forex business main participate kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Forex Trading main successful hone ke liye ap ke pas Degree ka hona zaruri nae ha ap ke pas Experience ka hona bohat hi zaruri hiai ku Forex ki market main hum ne earning karni ha na ke hum ne kisi ko Degree show krwa ke payment wasool karni hai jitna acha Experience hoga ap ke pas ap utni achi earning kar skte hain Forex Trading se.
         
        • #5 Collapse

          Dear friends Forex forum mein experience Zyada matter kartha hai because Forex trading risky Kabhi market fundamentally move karti hai Kabhi market technical Emo karti hai market sentiments analyst or experts show kehte hain trading main risk ke lene ke liye aapke kuch na kuch knowledge to hona chahiye aapki latest and easy strategy hona chahiye
          • #6 Collapse

            Forex teding main agar ao.kamiab trader banna cahte hay tou js k.liay ap ko degree se zada experiance ki zarorat hay jitna ap ka expirance zada ho ga ap utne hi ache trader ban pay gay is business ki yehi khobi hay k ap k pas kisi kusam ki degree nabhi hi ap.tab bhi jday join kar sakte hay
            • #7 Collapse

              Dear bro forex 1 aisa plate form provide krta hy js me degree ki koi zrurat ni blk is me kam krny aur kamyab hony k lye hmari apni qableat aur mehnat ka hona zruri hy aur isi sy e experience gain hota hy jo k long time trading k lye zruri hy. Is me trading K knowledge ko gain kren aur ziada zy ziada time forum py dein aur seniors sy b learn krna chahye.
              • #8 Collapse

                forex trading main agar hum earning karna chahty hay to eskay liey humay kisi bhi degree ki need nahi hoti humay bs forex trading ko seekhna chahiye kyun keh seekh kar he hum forex trading main achi earning kar sakty hay aur esmian kamyab reh sakty hay es business main
                • #9 Collapse

                  forex trading main experince bohat matter karta hay agar hum experince ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway he kam karna chahiye tab he hum market main safe earning kar sakty hay esmain dil lga kar time dai karm karnay main he faida hota hy
                  • #10 Collapse

                    Forex Trading main degree wala koi chakar nae hai dost is main experience matter karta hai jitna acha experience ho ga ap ka ap utna jaldi, utna ache tariqe se jaldi jaldi market ko judge kar lo gai ke market ki movement kya ho skati ha or is pair pe trading ke kya nuqsan ho skte hain islyie mere khayal se degrees wagara se zyda important experience hai isko barana chaiye.
                     
                    • #11 Collapse

                      experience jitna zyada hoga jitna perfect hoga aap utnay best trader hogay utni he achi aap ki trading hogi koi degree nahe chahiye aap ko forex pe kaam karnay kay liye achi skills acha experience he chaiye hota hay achi learning hogi aap ki trading performance best hogi
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business ko ap dgree k baghair bhi kar saktay han aur forex trading business ko Karne k liye kise khas dgree ki zaroorat nhi hy agr ap ko forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil hy tu ap forex trading business ko kar saktay han aur acha profit earn kar saktay han forex trading business mein kaamyaab honey k liye experience zaroori hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Sergi Forex trading karne ke liye degree Ki Zaroorat Nahi Hai Lekin iske liye Zaroorat Hai experience ki aur big investment ki uske baad aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading 1 online accha currency exchange business hai Jise aap apni part time job Samajh Kar bhi kar sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X