New forex trader ko ap kiya advice dena chahty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New forex trader ko ap kiya advice dena chahty hain
    Me apny sab senior members se ye pochna chahta hon k ap any Waly new members ko kiya advice dena chahain gy jis se successful trading kr sakain,,, best off luk,,,
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear new members ko chaey k wo ziada se ziada knowledge hasil kren or sath demo account me practice krty rahen ta k unhen kuch thora bht experience hasil ho saky k trade kis tarah lgani hy stop loss or take profit ko kis tarah set krna hy or demo account me practice ko kbi nhe chorna
    • #3 Collapse

      Bhai jaan new members go Forex forum mein if today Forex forum section mein kaam karna hai wahan par basic knowledge isko demo account mat karo Aur phir Jyoti samajh nahi aati Woh question answer key Talash karo Agar Nahi Milta to Chirag new thread generate karo rules follow karna bahut zaroori hai yahan pe copy paste Na Karo Urdu main type karo English language istemal karne ki Ijazat nahi hai is baat ka Hajj Khayal rakho trading ke related knowledge he share karo aapka account Kabhi Ben nahi hoga
      • #4 Collapse

        dears brothers mn ap sub ko btana cahon ga keh jo new membrans hn un ko pahly prectis karni cahiya aur apny seniors sy pahly achy treqy sy guide hona cahiya es ky baad phir woh forex mn trade lgain warna agar aisy hi bgahir knowledge ky agar trade lgain gy tu loss ho sakta hy es liya agar achi trade lgani hy tu pahly hmen apny seniors sy guide hona ho ga aur trade lgaty time achy knowledge ki zrorat hoti hy
        • #5 Collapse

          Jo new Traders Forex ki market main ate hain main un sab se yahi bat kahun ga ke Forex Trading ko bohat zyda easy na lain ku ke mostly new Traders Forex ki market main loss karte hain or apna Balance zaya kar dete hain, Forex Trading ko long time tak karne ke liye ye bat apne mind main bethain ke hum ne just 1 hi din main Trading nae karni hai hum ne long time ke liye karni hai.
           
          • #6 Collapse

            bhai seniors ko practice ki sab sy ziyada zaroort hai phir sabar ki aor phir knwledge base ki knowledge base jitni achi hoo gii experiece bhi utna acha hoo ga apr jitna experience acha hoo ga utna profit bhi acha hoo ga ais liye practice ko demo main jari rakhein aor phir real account main trade krien tab he acha profit hoo ga warna baghair practice to account wash he hoo ga jesa ky her new trader ka hota hai
            • #7 Collapse

              Jo bji forex trading business j
              Ko join karta hay us ko cahiay k wo is ko oehky samjhe isse related knowledge hasil kare greed ko apne andar se khtam.kare aur zada se zada demo account par oractise kare tab ja kar wo is market ko samjh samte hay hu.ae is business ko samjhne main aur expeart banne main biht time lagta hay
              • #8 Collapse

                Slam dosto me apny tmam dosto specially new one members ko ye advice krn ga k is forum py kamyab hony k lye sb sy pehly isy leaRn kren. Is online trading kohm jtna esy smjty hn ye itna easy ni hy ye tb easy ho ga jb hmary pas iska knowledge ho ga. Is k sath sath demo account py practice b buht zruri hy . Is sy ye ho ga k direct real account me jany sy pehly kch trading k related familiarize ho jaien gy. Baaqi kch videos hmy net py is trading k related ml jaien gi unko daikh kr udr sy b learn krn.
                • #9 Collapse

                  agar hum new hay to humay forex trading ko pehlay seekhna chahiye kyun keh seekhay bgair forex trading main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karen kyunk eh sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay
                  • #10 Collapse

                    Assalamu Alaikum sir waise to Main Bhi new trailer Hoon aur is Hawale Se Main Kahoon Gar Agar new trader Forex trading ko Samajh Kar Kare Tu Mere Khayal Mein lost nahi hoga Agar emotion control nahi Rakh Paya Tu Mere Haal Mein Woh Kamyab Hona Mushkil hota hai Sabse Pehle analyse karna market ki movement kuch samajh na aur uske baad mat karna best Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Ney aany wale trader ko pehly to welcome kahun ga aur us kay baad 1 sab sy important advice ye dena chahun ga k Kabhe ess kaam ko raaton raat ameer hony wali scheme na samjhin. Agar pehly din say he ye samjh kr aao gy k yahan chand dino ma ameer ban sakty ho to phir ap ko ye karobaar nuqsaan he dy ga. Ye kaam kise bhe dosry kam sy mukhtalif nahe ha. Dosry kamo ma bhe apko mehnat karna parti ha aur ess kam ma bhe mehnat ke zarorat hote ha. Lehaza aap ess kam ko hakeeqi mano ma samjhny ke koshsish karen aur in sha Allah kamyabi apka muqadar bany ge.
                      • #12 Collapse

                        Jo new Traders ate hain Forex ki market main, main unko yahi advise du ga ke jab bi Forex ki market main enter hon to sab se phele sahi tara se Forex ke bare main learning kar lain ku ke ye bohat hi zyda zaruri hai ku ke aik dfa ap enter ho jate hain real account pe start kar diya to ap ko learning bhool jati hai bus greed ap pe havy ho jati hai islye sab se phele sahi tara se learning karain Forex ke baer main.
                         
                        • #13 Collapse

                          m forex tredr k new member ko ye hi advise don g k wo zyda sy zyda hard work kr k experions r knoliged hasil Karen r confidons k sath treading Karen r forex ko bora bhla na Kahen agr es ko join kiya hy tu bra Sara dil kr k es m kam Karen ta k achi treding kr saken r best treder bn k profit earn kr saken q k forex treding boht hi risky r denjros hy es m export tredr bnna Etna asan nhi es liy sucsecd chahty ho tu zyada experions r knoliged hasil kro .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: New forex trader ko ap kiya advice dena chahty hain

                            agar hum forex trading main new hay to humay chahiye keh apny knowledge ko enhance karen kyun keh knowledge ko enhance kar kay he humari trading achi ho sakti hay aur safe earning bhi tab he kar sakty hay humay esmain kisi kisam ka short cut use nahi karna chahiye kyun keh short cut say market main achi earning nahi nuqsan ho sakta hay
                            "The mind is everything, What you think you become"

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X