''Indicators'' use nhi kerny chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ''Indicators'' use nhi kerny chahiye
    Dear traders mere khyaal mai ap indicators per dhyaan deny ki bjaye ap sab market ki news ko mukhtlif websites sy hasil krain gy to wohi ap k liye indicators k kam den gi
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mai ny aj tak indicators ko use nhi kiya mai indicators ko use kiye bina hi trades kerta hun. ap sab b indicators ko use kerny k bjaye market ki news sy update rahain
     
    • #3 Collapse

      yes gee haan my dear bohat say trader indicator use kar rahen hai aur sath market watch aur strong analysis bhi kartey hain aur apna phir oder market mein take kartey hain indicator humein forex mein trade kartey waqat bohat help kartey hain
      • #4 Collapse

        hmmm theek hai magar meray bhai Aap Agar fundamental or technical Analysis Ko 50 50 percent Karo Tou Ap buhat Achi trading Kar Saktay hain,news Ki waja Say Aksar Market main Movement hoti hai Magar Zaroori nahin K Trend Bhi Change ho jaye,kuch dair K baad Market apnay General trend Main Wapis zaroor Ati hai
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          mostly traders are keep practicing in this account and getting experties free of cost. i have also practice in demo account since last couple of eight months and i am much happy with demo account.Forex kay kaam may demo account ki bohat importance un logo kay leye jo forex kay barray may new hai un ko is kaam ka nhe pata to woh log phealy demo pay kaam karay khoob practice karay.
          • #6 Collapse

            aksar log samjhty hain k indicators signals dety haine etc or kch kehty hain k use na kro lekin me is bary me sirf itna kehn pasand karonga k indicators sirf ap ko guide karny k liye hoty hain k market ab kahan ja sakti hai is ka mean ye nai hai k ap is ko as a signal provider k tor par use karo .
            • #7 Collapse

              yes gee haan my dear bohat say trader indicator use kar rahen hai aur sath market watch aur strong analysis bhi kartey hain aur apna phir oder market mein take kartey hain indicator humein forex mein trade kartey waqat bohat help kartey hain.....
              • #8 Collapse

                meray khyal sa indicators best hai jo ap techcnial anlaysis mein expert banaty hai aur ap trend o easily is sa find kar sakty ager hamray pass good aur working best indicators ho tu ya ke to success hai
                :cool::cool::cool:
                • #9 Collapse

                  ni app ko indicators ko use karna chiye es say ham komarket ki move ka andaza ho jata hai k market nay kitna or kiss tarf move kia hai
                  • #10 Collapse

                    Instinct ? I don't think like this and believe on analysis instead of instinct. If you have done good analysis and set orders according to your MM, you can get success most of the time.
                    • #11 Collapse

                      bhai jaan ye tu nahi kehna chahye k indicators use nahi kerny chahye balky ye kehna chahye k indicators per inahsaar nahi kerna chahye kion k indicators ghalat bhi ho sakty hain so beware
                       
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mjshon
                        bhai news k zariye trading thek hai per os k sath mai indicators bhi use karen to or faida ho ga apni strategy mai mukhtalif tareekon ko combine kar k dekho faida hoga
                        sahi kaha brother apny news k waqt me bhi trading achi hoti hai aur sath me indicators bhi use ker liye jayen tu aur achi bat hai laikin sirf indicators per bharosa nahi kerna chahye
                         
                        • #13 Collapse

                          g han meray bhai huemn agar trading kenri chaeya tou humen indicators bilukl bhi use nahi kernay chaeya agar hum use kerngay tou humen indicators sai loss ka siwa kuch bhi nahi mil paega
                          • #14 Collapse

                            I think we just need to use indicator as a helper of our trading strategy's and Using indicator is the way to trade but the fundamental is also good. Indicator pays when you stick to one.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han iss baat main koi shak nhi ha ke indicators ke use se aap ko bht fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss main hi aap ko fayda ha iss ke saath saath saath aap ko iss baat ka bhi khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X