app ko pata hay forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ge bilkul ap ki bat drust he lot size change karte rehna chaie and gold ki bjae hame eru/usd pe trading karni chaie acha profit mile ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      nhi maray pyaray dost asa nhi hota ha ma ap ki bat sa disagree krta hu aur is ma koi itna bara issuse nhi ha ka ham trading 1 gold sa start kry ya aik sa zada ya ham pa depend is sa hamay koi loss nhi hota ha aur please friends ap trade krny sa phelay ya sb clear kr lana aur phir karna.
      • #63 Collapse

        agar ap ko forex main trading karnay ka pata nahin hai tu ap is main real money investment na karin .is tarah is main loss ho sakta hai.
        • #64 Collapse

          yes i know agr aik aik time per multi currency pairs main trade karty hain ya aik hi pair main multi trades open karty hain to is say ap ka capital risk main chala jata hay aur ap ko margin call ho sakti hay jis ki vaja say huge loss ho jata hay
          • #65 Collapse

            Jee bhai jan apki bat bilkul thek hai k forex trading business mein agar huum kisi aik he pair per trading karain to humain profit hona bohat mushkil hai q k us say humain ya to profit ho ga aur ya loss aur agar galat trade lag jaye to ziyda loss honay ka bhi khatra hota hai.
            • #66 Collapse

              gold acha trading main profit day jata ha trader ko trading main kam karany kay liay is main trader ko gold main achi trading say faida hota ha jab woh traidng main right plan kar kay kam krta ha aor trading main success say work krta ha
              • #67 Collapse

                In my thinking that the depends on the market analysis and planing..you can watch the market and set the plan, perform it. You say the opinion.
                I am say that you are work the Forex market session wise then you can perform the good work and earn the money regular in this market.
                • #68 Collapse

                  dear mary mind k mutabiq ap jis trah trade karny ki bol rahy ho is trah sa tu forex main loss hi ho ga dear forex market main trade karny k liyea hamain pairs ko analyse karna hota ha or market ko watch karna hota ha or news ko bhi dekhna hota ha phir ja kar trader 1 trade open karta ha market main.
                  • #69 Collapse

                    nahi bhai mujhe nahi lagta hai kay aap shayad right ho kyun kay ye zarori nahi hai kay agar hum ak hi lot len to ose per hamen loss hi ho ais hirghiz possible nahi hai, hamen os per profit bhi ho skta hai or hota hai, ye sab hmari mehnat per depend krta hai
                    • #70 Collapse

                      aoa bhai log aisa nhi hota k aik trade lgany sy loss ho aur ziyadaa trde lgany sy profit drasal jb b ap trade start krein apko chahye k market ki movment aur trend ko follow krein aur news ko sunay phr trade karein chahe ziyada lots lgai ya kam profit hi hoga
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahsan11 پيغام ديکھيے
                        dear dosto forex m hum log demo account bna kar bhot kuch sekh laty h or sekh sakty ha agr hum ankhy band kar k trad kary gay to saf se bat ha humy lose ho jy ga as ly humy trad karny sy phly as k bary m full info honi chahye

                        muje ye btao k ham loog forex per kesay apna bonus widra karwa saktay hain aur ham apna insta forex account kesay khol saktay hain
                         
                        • #72 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hamzaforex
                          sahi kha insaan forex trading kay baaray may buhat kuch seekhta hay jo shakhs live trading may succesful bann chata hay usko demo account par practice zarur karny chahye

                          yaar muje b btao k main apna demo account kesay bana k practic kar sakta hun aur ye forum pe banta hai ya kisi aur forum per
                             
                          • #73 Collapse

                            Brother samajh nahi aai ka ap kia kahna chah raha han. kia ap ko abhi tak forex ka kuch nahi samajh aya? agar ap ki investment bohat ziada ha to ap low lot par yani 0.01 par 1 trade lagain aur us ka close hona ka wait karan to wo zaroor hi profit da gi ap ko shart sabar sa kam lana ki ha. agar ziada trade lagain ga to hero sa zero bhi ho sakta han.
                            • #74 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sadsounder
                              forex trading juaa nai hy.
                              keh ap aankhen close kar k trade par trade lagaty jaen.
                              ap chart ko parhen price ka analysis kren aor apni strategy k mutabiq trade lgaen.
                              agar ap ny sirf ik trade laga hy lekan accurate hy to wo bohat sari trades sy behtar hy.
                              g haan main sub janta hun ham is per jua nhi balke kaam kar k paisa kamatay hain is lye ham is ko jua nhi kehtay q k ham loog is per apna waqt zaya kartay hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                asy nahi hota dear brother iss koo achay say samjna hot hay or market koo bhe watch karna hota hay kay market keey kya mooment hay or iss kay sath web stie bhee watch karan kay woo kya khti han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X