trader ka ik andar ka khauf....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trader ka ik andar ka khauf....
    bahot say trader jab trade lagaty hain to unky andar ik bilawajha ka khauf hota hae aur unko apny oopar itna sa b confidance ni hota k hamari trade naffy men jaey gi ya loss men wo wo kha makha k khof men mubtala hoty hain aur iski basic wajha b yehi hoti hae k wo trading say bahot kam tuch hoty hain aur aur unka trading experience kam hota hae q k jo banda jitna ziada trading say tuch rehta hae wo utna ziada confidance men hota hae aur uska trade lagany ka khoof dil say nikkal chukka hota hae jaisy kehty hain k prectice make men perfect bilkul yehi asool hae forex trading men b.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aapki baat faruda hai jab tak ham apne andar se trading ka khof apne aap se door ni kr dete hain ham uss waqt tak trading s koi acha results ni le sakte hain isliye hamen koshish krni chahiye k ham apne andar se trading ka khof khatam kren aur poore confidence k sath hi kou trade open kren
    • #3 Collapse

      G han sahee kaha hy ap ny k kuch new member ko loss hony ka bahut ziada khauf hota hy jis ki waja yeh hy k wo forex trading ki market sy aksar door rehty hain aur mery khial main aik waja yeh bi hy k wo chahty hain k wo trade open karain aur usi time unko profit aa jay to is waja sy unko sabar ni hota aur loss kr jaty hain to is liy sabar sy trading kia kro
      • #4 Collapse

        Brother aap ki ye baat bilkul theek hai k jin logon ka experience kam hota hai wo trading confidence se nahi ker sakty wo her waqt apni trade ko watch kerty hain aur jaisy hi market opposit move kerti hai wo apni trade band ker dety hain jab k ye chiz market ka part hai market up down hoti hai mager trend change nahi hota aur ye chiz experience k sath hi aati hai.
        • #5 Collapse

          G bhai buht achi bat ki hy ap ny trader ka khof tb tk rhy ga jb tk wo trading ko learn ni kr laita. Lack of knowledge aur experience hi iski main reason hn jo uska confidence developed ni ho skta. Is k ye zruri hy k trade ko proper treqy sy learn kren aur abilities paida kren jo apko trading me kamyabi dy smein is sy confidence b brhy ga. Is k lye market k halat jan,na b zruri hy aur maximum time trading k sath touch rhen.
          • #6 Collapse

            dear friends, ap nay thk kaha hay bahut saray traders jab trading karny lagtay hain woh confuse ho jatay hain aur darnay lagtay hain k un ko loss na ho jay....aisa zayada tar new traders k sath hota hay q kah un ko experience nai hota.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              asal mei ye log wo hotay hain jinn mei trading ka khouf hota hay inkay paas skills ki kami hoti hay aur less experience kay saath real trading shuru kar detay hain esliye self confidence bhi nahe hota yehi wajah hoti hay kay asay traders signals pe trade letay hain nuksan kartay hain esliye apni skills ko acha karkay khud pe aitmaad karain....

              اب آن لائن

              Working...
              X