Don't be afraid after a loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji hai business main profit aur loss dono important factor hain her trader ko ye bat hamesha mind main rakh k trading karni chaiye...so agar kabhi loss ho jaye tu hamen is se ghabrana nahi chahiye... hum apne losses recover kar sakte hain achi knowledge aur better planning k sath...so dnt ever afraid of loss focus on learnning n good planning of trading...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dekhiye mere bhai agar ap ko kam aata hy to ap ko loss nhi ho sakta hy agar nhi aata hy to phir sekho
      os ke bad kam karo or fyda othao
      • #48 Collapse

        "I'll put it on my calendar as something to do next week. Although, I've got to say, I would feel a little self-conscious wearing glasses out in public. What would the other eagles say?
        • #49 Collapse

          thek kah rhe ho bhai jan app mein app ki baat sa mutafiq hn kah loss krne ka bad trader ko trading sa fearful nhi hona chaheya ha balke apne loss ko understand krte howe mistake ko point out krna chaheya ha and dubara trading krte howe loss ko cover krna cahheya ha.
          • #50 Collapse

            g bilkul humain loss k baad darna yh ghabrana nai chahye..na hi himmat harni chahye humain chahye k hum himmat se kam lain n apny loss mein mistake ko find karain .....n un ko sudharay n un se sabaq hasil hasil karain....takay hum next time wo mistake na karain n loss se bach sakay n acha earn kerskaay.....
            • #51 Collapse

              brother may ap ke bat se 1oo% agree krta ho because ups and downs to yr business me ate hay hume is se ghabrana nahi chayey .similarly forex business me b ap ko kabi loss b ho skta hay to esi sorat me hume apne hope nhi chorne chayey or apni galti talash krne chayey k kha pr haum se mistake hwe hay jis ke waja se hume loss hwa hay
              • #52 Collapse

                Hummay Kisi tarah k loss k bad darna nahi chahye q k loss to forex k aik hissa hai agr apko acha trader banna hai to apko risk to lena parta hai ismein q k yay market loss k lawa profit bhi deti hai
                • #53 Collapse

                  bhai jaan agar apko forex mein har waqt afraid rahenge loss hone ka to ap kabhi bi is business main successful ni ho saktay q k jo dar gaya wo mar gaya hamein confidence ke sath trading karni chahiye.
                  • #54 Collapse

                    loss ka hoona koi bari baat nahi heey specially new users keey liye forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                    • #55 Collapse

                      han ge bilkul hamin chye ke loss se drne ki bjae hmaina pni gltion ki dkhna chye or is ko sekh kr or smjh kr krna chye take hmain bad main problem na ho.
                      • #56 Collapse

                        g han ap na bht achi baat ki h ham ko chaiya ham loss ka bad afraid na ho balkay is ko achi tahra face kray pir e ham kamyb ho sakty h r agay s agay j sakty h ham ko jab loss hoto ham is ki wja taalash kray k ya loss ham ko hova kyu h
                        • #57 Collapse

                          forex mai loss or profit sath sath hai agar ap ko loss hojathy hai tho ap ko afriad honey y zarorath nahi hai kiu forex kiu loss tho trading ka hisa hai apny knowledge or experinece ko increase kary propar planning ky sath trading kary ap ko loss nahi hoga
                          • #58 Collapse

                            Yes ap brother ap bilkul theek keh rhay hai'n kay hmay apnay loss kay bad dishaert nahe hona chahye blkay or zyaada hardwork krni chahye or next time gltiyo'n say bachnay ki kosish krni chahye ....
                            • #59 Collapse

                              g bilkul aap k dil main kici bhi qisam ka koi arr nhi hona chahiye bal k aap ko darrny ki bajaye aap koa gr loss hua hai to us ki waja ko talash karo o us ko kham karny ki koshish karo na k darrty rho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Jee bhai jan pki bat bilkul thek hai k loss k bad humain dukhi nai hona chahiye aur humain himat se kam lena chahiye ta k hum kamyab ho jayen aur humain koi bi problem na ho is liye mera to sab ko ye he mashwara hai k loss hony k bad himat nai harni chaiye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X