Don't be afraid after a loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Agar apko forex market main trade start kerty hi loss hona shuru ho jata hai tou apko preshan nehi hona chahiay balky patience sy wait kerna chahiay ky market reverse move kerna start kery gi aur apko profit hasil hona shuru ho jaey ga so continue trading in forex market to get experience and earning
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      fores trading me nuqsan se ni darna chaye k business me nuqsan to hota ha or nuqsan ka har giz ye mtlb ni k hum apna business chor dain or forex trading to boht he acha or faidamand business ha..
      • #348 Collapse

        hamain loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur ye ak boht hi best buisness hai aur market main earning ho saky gi
        • #349 Collapse

          agar loss ho jata hay to zeyda tar traders dil bardashta ho jaty hey hamy esi loss se learning karni chaye or apni khamiu ko control kar k es business me success hasil karny ki koshish karni chaye.
          • #350 Collapse

            Business mei loss bhi ek hakkikat hai is Ko Jehan Mei rakh kar hi hame business karna chahiye profit to log digest kar lete hai par loss wo digest nhi kar paate hai forex business ka profit part hai to loss bhi hai yaha loss kabhi na ho Aisa possible nhi hai isliye loss ke liye bhi utna prepare rehna chahiye jitna aap profit ke liye prepare rehte hai come back loss ke baad wo hi kar pata hai jiska attitude positive ho jo loss se gabrata na ho Balki use profit Mei badlne ka irada rakhta ho jab tak aap loss se affraid rahenge aapka mind bhi uncontrollable rahega sirf stable mind se hi acche decision liye ja sakte hai aur Yeh hi decision loss Ko profit Mei badlta hai
            • #351 Collapse

              dear loss aur profit tu trading ka hisaa hy jab tak ap es busienss ko seekho gy nhn ap ka loss kabi b kam nhn ho ga main cheez lalach hoti hy jo ap ko es business mai maar deti hy lehaza ap ko kabi b lalach nhn karni bal k ap ko smjh k aur seekh k kam karna hy ta k ap ko faida ho...
              • #352 Collapse

                jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma agar hamay loss ho jata ha to apko tention nai leni chahiye qk hamay phir usay again bhi loss ho sakta ha islay bs apko agar loss ho jata ha to apko us loss ka hal nikalna chahiye takay apko again loss nai ho saky bs apko forex ma ziada time dena chahiye
                • #353 Collapse

                  Bilkul janab afraid hone ki koi zarorat nahe hai agar aap loss kar jaye q k some time loss be ache hote hai kich seekne k leye agar aap loss kar jao tau sub say pehlay apne Aap ko relax karo aor oske baad apne mistake ko find karo osko analyze karo aor last mai future trading mai es mistake ko avoid karo agar aap apne loss ko be positive sense mai lenge tau apke further trading k leye ye kafe helpful hoga .
                  • #354 Collapse

                    Assalamualaikum Forex me agravkar loss ho ga Ho to tension Na Le apni market view ko dobara checl kare aur profit kamaye
                    • #355 Collapse

                      Re: Don't be afraid after a loss.

                      is ma aap ko cahay kay agr aap ko is ma loss hota ha to saber sa kaam lana cvahaya kay is ma aap ko aik bar agr loss ho ga to is kay bad profit be ho ga is ma aap ko loss ko is business ka aik part smjna cahay kay is ma aap ko sath lay kar he calna ha is ma aap ko mind sa kaam karna cahay is ma aap ko klnowlged our experince sa kaam karna cahay ya aik best online business ha
                      • #356 Collapse

                        Re: Don't be afraid after a loss.

                        ye ak boht hi best or secure buisness hai is forex main kam karny k liye learning karni ho gi ta k earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain demo main practice kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho saky hin aur hamain is forex main profit hasil kar k hi hum run karein ga
                        • #357 Collapse

                          Re: Don't be afraid after a loss.

                          is forex main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run kar hi hum real main bi trade kar khi hum run kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain ta k los skm ho sakty hain
                          • #358 Collapse

                            Re: Don't be afraid after a loss.

                            Dear forex trading ko kisi had tak risky business kah sakty han yeh business specially new users k liay barra risky hota hay is ke waja yeh hay k un ko trade ka zyada experience nahe hota lakin vo zyada profit hasil karny k liay zyada invest kar k profit hasil karny ka risk laity han halan k un ko thori investment say start karna chaiya ta k agr loss bhe ho to thora ho...
                            • #359 Collapse

                              Re: Don't be afraid after a loss.

                              loss sy bahcny k liye learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain , so hamain market main jab bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain market main enter hony say pahly is k bary main planing kar k hi hum kamyab ho sakty hain it is best joabk
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Re: Don't be afraid after a loss.

                                loss sy bahcny k liye learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain , so hamain market main jab bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain market main enter hony say pahly is k bary main planing kar k hi hum kamyab ho sakty hain it is best job
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X