Don't be afraid after a loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bhai business hay loss karkay ap ko kabhi bhi himat nahe haarni chaiye kyun kay loss profit dono he business ka hisa hay ye tou bhai je phir forex business hay duniya ka sab se vast hay loss bhi hay ess mie profit bhi so ap apni achi koshish zaroor jaari rakhain ap ko lazman faida hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      hame loss sa kbi b ni afraid ni hona chya ku k aj agr loss ho ha kal winn b ho gya or karna chahiye agher aaj loss howa hai to kal ko iss sey zayada profit bhi hosakta hai
      • #168 Collapse

        g bilkul main is baat py agreed hu k hum ko loss k bad afraid nhi hona chahiya balky hum ko apny skills py kaam krna chahiya or demo account py zaida sy zaida practice krni chahiya is sy hum ik achy trader ban jay gy
        • #169 Collapse

          Dear, ap ne sahi kaha Forex ek kafi acha platform hy.. is me kisi bhi chiiiz ki ability ko implement kiya ja sakta hy.. yahan agr apko loss b ho jae to thandy demaag se kaam lena hoga ta k life ko sedha kiya ja saky.. thank you for sharing
          • #170 Collapse

            we must be aware of our ability in this regard, how much knowledge we have about the trading business is not guarantee we will always benefit in our trading activities, due to the risk of loss and is not an integral part of the trading business, we can only minimize these losses by implementing risk management at every position that we will create, for it inevitably we have to accept losses in our activities in this business.
             
            • #171 Collapse

              Forex k business me jab ap trade karte hain to ap ko loss ho jata hai to ap ko darny ki koi zarurat nhi hai ap ko chahye ap technical way s trade kare or knowledge k sath. it like a business. is me profit or loss hota rehta hai next time ap ko is ziyada profit bhi ho sakta hai.
              • #172 Collapse

                asal main jab kisi ko loss hota hai ya honay ka khadsha hota hai tu usko daarr tu lagay ga hi kiun kay usko nuksaan ho geya or har koi nuksaan say bachnay ki koshish karta hai
                • #173 Collapse

                  Money loss kar k ap ko afraid nai karna chaye. market ap ka behavier par direcet asar karti ha agar ap ka beheavier teek nai ha or ap market sa fedup ho choke hain to ap asi surat ma kabi bi trade no karain is sa ap ko naqsan ka khasha zeda hota ha. easy feel kar ka trade karna chaye.
                  • #174 Collapse

                    agar ap ko forex main har waqt afraid rahay ga loss honay ka tu ap kabhi bi is business main successful ni ho saktay q k jo dar gaya wo mar gaya humein confidence k sath trading karni chahiye...
                    • #175 Collapse

                      ji ha bilkul koi bhi ye nai chahta k usy loss ho but agr phr bhi ksi ko loss ho jaye to darne ki r ghabrane ki zrort nai hoti ap ko smjhna chaheye k ap se koi ghalti ho gaye hogi jis se ap ko loss hoa to next time ap ko ahtiyat se kam krne ki zrort hai
                      • #176 Collapse

                        losse k bad darna ni chaye baz log har k or khof sy business ko chorna chaty han sa ni karna chya balky mehnat or lagan sy kaam karna chaye hmesa loose he ni hota insan apni mehnat sy kamyab b hota ha es lie himat or jazby sy kaam karna chaye
                         
                        • #177 Collapse

                          je forex mein lose tu hota he hai ap ku es mien confuse honay k liye koi zurrat nai kiyon k loose aur profit forex ka part hai so plz es mein experience se kaam karay agar es mein kud ku save dekhna chatay hain
                           
                          • #178 Collapse

                            ji ha bilkul koi bhi ye nai chahta k usy loss ho but agr phr bhi ksi ko loss ho jaye to darne ki r ghabrane ki zrort nai hoti ap ko smjhna chaheye k ap se koi ghalti ho gaye hogi jis se ap ko loss hoa to next time ap ko ahtiyat se kam krne ki zrort hai.aslk
                            • #179 Collapse

                              YES DONT LEAVE WORKING ON FOREX TRADING ACCOUNT AFTEER LITTLE LOSS. Most forex brokers charge no commission or additional transactions fees to trade currencies online or over the phone. Combined with the tight, consistent, and fully transparent spread, forex trading costs are lower than those of any other market. Most brokers are compensated for their services through the bid/ask spread.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                han ji forex trading ke business main loss hota hai aur taqriban sabhi logo ko hota hai wo new ho ya old trader os ko loss zaror hota hai but is ki fiker nahi karni chiya balke ye karna chiya ap ko jo loss hota hai os loss se kuch na kuch learn kya jaye jab ap apne loss ko analysis karte hain tu ap ko is se experience hasil hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X